Ghusal-e-janaabat ku muakkar karna
Q: Ghusal e janabat kitni jaldi kiya jaye, agar ghar ke kaam kar ke baad me kare to kya gunaah hota he?
Q: Ghusal e janabat kitni jaldi kiya jaye, agar ghar ke kaam kar ke baad me kare to kya gunaah hota he?
Q: Agar jinsi khiyaalaat se discharge ho lekin lazzat mahsoos na ho sirf discharge ho to kya ghusal wajib he?
Q:
1. Agar gusul karne k baad shaq ho k ghusal huwa he ya nahi to kya maamla hoga?
2. Ghusul me wudhu karna zaroori he ya sirf naha kar paak hojaye aur uske baad wudhu karle?
Q: Agar ek shohar ma'zoor ho haat se to usko biwi nehla sakti he beghair kapron ki.
Q: Mera sar phata huwa he taake lage huwe he me ghusal nahi le skta raat ko ihtilaam hogaya he aaj me Jummah ki Namaaz parhna chata ho aur shower bhi nahi leskta. Me kya karo?
Q: Main ghusal karte waqt sunnat ke mutaabiq dono haath dhona, najasat lagi ho to saaf karna, mukammal wudhu karna, teen teen baar paani sar par khando par paani bahana. Sabun lagaakar nahana mushkil hota hai is liye ghusal karne ke baad saabun shampoo lagaakar naha sakte hain?
Q: Kya Islam me insaan har roz naha sakta he? Me chowbees gante me ayk baar zaroor nahata ho kia Islam me aisa karna ghalat hai? Mera matlab ye paani ka israaf he? Or me safaai ke gharz say rowzaana naha sakta hu?
Q: Agar kisi ne nangi photo dekhi or dekhne se sharamgaah se kuch patla paani ki tarah nikla to kya wo mani he ya mazi? Kya mazi bhi shahwat se nikalti he?
Q: Me ye poochna chahti hun ke jab main kacchi neend me hoti hun to mujhe jinsi manzar dikhne lagte he lekin mujhe us waqt itna hosh hota he ke mujhe mani khaarij nahi huwi he aur na hi makhsoos jaga me ihsaas, dill ki dharkan bhi tez nahi hoti to kya ye ihtilaam hoga jabke me uss waqt poori tarah soyi nahi hoti lekin thori mazi khaarij hoti he. To kya mujhe ghusal karna hoga?
Q: Me soyi huwi thi to mujhe jinsi khwaab aya meri aankh khul gayi lekin mein ne geelapan mahsoos nahi kya aur dobaara so gayi jab dobaara meri aankh khuli to me ne geelapan mahsoos kya mujhe khwaab yad nahi tha me is geelepan ko mamool ka discharge sumjhi kyoonke me safed dischaarj ki mareez hu to me ne is ko mamool ka discharge sumjate huwe asr ki namaaz ada kar li lekin jase hi me namaaz se faarig huwi mujhe khwaab yad aa gaya baqi ki namaze mein ne ghusal ker ke ada ki. Mujhe bataye jo me ne baghair ghusal namaaz adaa ki us se mujhe gunaah to nahi ho ga aur us ka asar mere Imaan aur nikaah par to nahi ho ga aur us ka kuffaara kya he?