Khaab ki Tabeer
Q: Hamara gar he usme kirayedar kirayepe makan liyahe muje sapneme deka ke 2saap ka sar hamri is makan ki darwazeme hee kya hee je sapna bohot pareshan kartahe muje.
Q: Hamara gar he usme kirayedar kirayepe makan liyahe muje sapneme deka ke 2saap ka sar hamri is makan ki darwazeme hee kya hee je sapna bohot pareshan kartahe muje.
Q: Mufti sahab mein ne khwab dekha ek evil aurat mujehe pe hamla kar rahi hain lekin mein usko marta ho ek loha hota hai jais se 5 lohe aur b neklay hoi hote aur mein uske zariye warr karta ho us evil per but woh peechay nahi hatti tab mein surah nas parne lagta ho to woh evil aurat sust hojati hain per marti nahi hain pher waha pe koi admi hota hain jais ka face to mein nahi dekh pata but woh mujehe koch qurani pages de deta hain aur mein woh quran ke pages us evil aurat k saat touch karta ho to woh aurat jal jati hain aur woh qurani pages b saat mein jal jate hain. Please agar is ki koi tabeer hain to share kare.
Q: Mein nay rethi isthra deka kay hamaray ghar kay agan may aur hamaray ghar kay samnay rash hai yah ne ghra kay samany cement road hos rethi us per bhari padi hai hum sirif chalkar ja sakthay bike nahi jati ghat kay agan main to open place hai naa cement hai / floring please is hall badladigiyag
Q: Mein ne khwab dekha keh mein ek railway station pe ho but ajeeb sa railway station hai mein ne aj tak aisa railway station nahi dekha hai ais ko lohe ke taroon se chalana parta ta aur waha pe pani b balti mein pani b ta jo saaf ta aur mein ne peena shoro kya aur mein kafi pene laga keh mere kapro per b gair gaya pani aur mere agay ka kapra geela hogaya lekin pani garam nahi ta normal ta agar ziyada garam hota to mein shayed na pe sakta. Waha pe ek aur shakhs kehta hain waha bahut tanda pani hai waha se peliya jay. Yeh pani tora garam hain.
Q: A person dreams a lot. How does he know which dreams should he find out about the interpretation?
Q: I see dark black clouds rising from behind the trees and then suddenly a huge wave of water comes and I recite “subhanallahi wal hamdu lillahi wa la ilaha illallahu wallahu akbar ” and then tell a guy standing next to me to read the kalimah (he says I have read it before) and then I myself read the kalimah as I a thought that this is the end of the world but then that wave come to us but doesn't kill us. Now a bigger wave comes and I don't remember what happens next. The whole feeling was very scary and uneasy. Kindly can you interpret the meaning.
Q: Mein ajeeb uljan mein ho koch b samj mein nahi araha hain yeh choti dafa hain keh mein same khwab dekhta ho but different tareke se. Mein ne khwab dekha keh juma (Friday) ka din hain aur mein ek imam k peechay namaz par raha ho to woh imam bahut tezi se namaz parta hai aur mein b namaz par raha ho per imam koch tez hi parta hai aur meri namaz mein khalal hone lagta hain but mein namaz ko pura karta ho aur 2 rakat parta ho to parne ke baad imam k pass jata ho aur kehta ho keh ap ne namaz aitni jaldi kio parlee ap namaz dubara paryee aur waha pe ek aur admi b bolta hain ha ap dubara paryee namaz imam sahab to jub mein use admi ki taraf dekhta ho to mera uncle yani chacha hota hain. agar ais ki koi tabeer hain to share kare. timing fajar 3:45.
Q: Mufti Sahab mein ne khwab dekha keh mein road pe motorcycle chala raha ho aur tora hi chalaya keh kya sunnta ho peechay se policy cars ki horon bajne lagti hain aur mein road ke side pe hojata ho to agay log karay hoi hote hain jo bena wardi ke hotay hain aur mujehe fine karne ko kehtay hain but un logo mein ek acha admi b hota hain kehta hain ais ko chor do to woh kehte hain nahi ais ko fine kardo to mein koch behas o takrar ke baad kya dekhta ho sub log achanak gayeb hojayte hain yani chale jate hain aur mujehe fine nahi karte to woh admi jo acha hota hain woh mujehe Surah at teen ki shoro ke words sonate hain (watini wa zaytoon) mujehe kehta hain keh ap ne yeh para aisliye policy wale hat gaye aur ap ko fine nahi kya to mein ne kaha nahi mere pass surah yaseen hain jaib mein aisliye haat gaye hain sub k sub aur mere liye rasta chor diya hain. agar ais ki koi tabeer hain to please share kare.
Q:
Dream 1. Mein ne khwab mein football dekha aur thora khela bhi hain jub mein road pe jata ho to mujehe kafi football ke ground nazar atay hain jais mein football k jaal lage hoi hote hain.
Dream 2. mein ne khwab mein dekha keh cycle chala raha ho.
Please agar mere dono khwaboon ki agar koi tabeer hain to please share kejeye.
Q: I have a book of Ibn Sireen (RA). I sometimes have dreams which have unpleasant interpretations.