Musjid ke ander Hadith ka poster lagaana
Q: Masjid ke andar diwaaro par Hadith ke poster ya print laga sakte he ya nahi?
Q: Masjid ke andar diwaaro par Hadith ke poster ya print laga sakte he ya nahi?
Q: Yeh janna chahta hoon ke kiya "Raahim" naam rakha jaa sakta hai ya nahi. Kioon ke meri naqis maloomat ke mutabiq Raahim to "Rehem karney wale" se nikla hai aur Rehem karney wala "Raheem" sirf Allah hai.
Q: Jaisa ke juma aurat par farz nahi he aur juma ke liye khutba shart he to kuch aurate ghar me bhi juma parh leti baghair khutbe ke to kya unki juma ho jaigi?
Q: Kya hm rishta talash krne k lie matrimonial sites ki help le skte he kya unhe amount dena jaiz hoga yaa sirf dua hi krna behtar he.
Q: Koi rozgar ke lye wazifa batayen apni ijaazat se or meri ik bhatiji hifz e Quran kar rahi hy uske lye koi dimagh tez karne ka wazifa batao.
Q: Namaaz ke beech (ruku aur sajdah ke beech) dua jaise ke (rabbi auzubika min hamazatish shayaateen) parna jaaiz he?
Q: Agar kissi banday ko napaki ki halat main mout agyi to kya wo seeda Jahanum main jayega? Sare aamaal Zaya?
Q: Muje bure bure khayalath athe hai, mai galthi nai karna chahatha houn magar gunah hojatha hai.
Q: Me dawat me topi b pehanta hun mere dost bolte hy k ye kaha sy sabit hy k har time topi pehenna .. Ap muje kch hadees ka hawala de den is k sath sath me unko kia jawab do ye b btla den?
Q: Mare husband nay mujay stamp paper par aik divorce likh kar di or phir maray sath 3 month tak rahe is duran un kay sath safar bi kiya motor bike per or khana wagara be wo mary hath say bana khatay or laty rahey to kaya safar karny ki waja say rujo automatic ruju ho gaya ya nahi?