Tahajjud ke liye alarm lagaana
Q: Kia Tahajud ki Namaz k lye Alarm lagana jaez hai?
Q: Kia Tahajud ki Namaz k lye Alarm lagana jaez hai?
Q: Biwi ki zina ki saza maaf karni chiya
Q: Aik website hai ProTypers ke naam se ye webite hamain captcha enter kerne ke paise dete hai captcha se murad woh picture jis me koi code diya gaya ho misal ke tore per english ka koi word jo ke aik se bhi ziyada ho sakta hai esi captcha kehte hai or ye captcha internet per batore security use hota hai or ye website hamain 1000 word images typed kerne per $0.45 dollar dete hai or ye paise barh bhi sakte hai or ye website hum se kaam shoro kerne se pehle or kaam shoro kerne ke bad koi paise bhi nahi lete sirf account bana ker kaam shoro kerte hai lekin ye website jo hamain 1000 word images typed kerne per $0.45 dollar dete hai in ka rate uper neche bhi hota rehta hai is rate ke timing hote hai jese subah 9 se 10 $0.45 or raat me 9 se 10 $1.45 dollar to kiya aise paie kamana jaiz hai ya na jaiz or ye bhi bataeye ga ke is website se paise kamana jaiz hai ya nahi or ye jo captcha me apko bata raha ho ke captcha kiya hota hai ye captcha apke webite me bhi hai...
Q: Jab hum tanki ke neeche najis kapre dhote huwe us pe haath lagate he to kya wo napaak ho jaati he aur uspar paani dalte he wo paani neeche behta paani bhi aakar girta rehta he or hum us tanki ke upar bhi paani dalte rehte to paani tapkna band ho intizaar karna zaroori he kyunk tanki basin ki nahi he aam he jo tori kehte he gharo me hoti he.
Q: Agar eenth napaak ho jaye to kya sookh jaane ke baad paak ho jayegi ya usko paak karna zuroori he aur keyse uska tareeka?
Q: Koi saman lena hai ek baar mei khareed nahi sakta. kist per lene per zayada paisa leta hai. kiya karu mujhe zarurat hai.
Q: Mai teacher hoon aik martaba head mistress ne 14 August per bachon se 5 Rs lane ko kaha jis per head ki shikayat mohtasib ko pohnchi. head se showcause notice mila jis per head ne ham sab teachers se aik paper per jis mai likha tha ke hamari head ne 5 Rs nahi liye hain. sab se sign kerwae gae. ham ne sign ker diye koi 15 saal pehle ka waqea hai mai ab apne aap ko mujrim samajhti hoon mujhe is ghalat sign kerne ka kaffara baten plz.
Q: Kya faasiq or biddati ke peeche namaaz padhna saheeh he yani kya namaaz hojati he ya nahi?
Q: Mai ne apne rishtedar ko anpe behte/baby ki qasam di ke mujse baat na kare aur hum se contact na kare ab mai qasam wapas lena chahata hun ke wo mujse baat kare aur humare ghar hahe is ke liye koi kaffara ya aur kuch tho kindly bata den.
Q: Ager kisi shaks ko jiryan ki bemari hy aur os ko peshaab ky baad drops aty hein tu kiya wo napaak ho ga and kiya ghusl karna wajib ho ga ya ni?