urdu

Kufriya kalimaat

Q: Agar kesi ko ye kha ghia k kufria kalimat k mutaliq ilm sekhna farz hai aur jo iss farz se inkar krta hai ya ye khta hai k mn isse farz nhi samjhta, uss pr hukm e kufr laghta hai. Kia ye baat durust khi hai?

Nazar ka wazeefah

Q: Manay net pa nazar taiz karnay ka wazifa dekha h jis ma 10 10 martba sura fatiha or ikhlas ka bad sura baqra ki ayat#18 71 bar parhani h lakin manay is video k coment dekha jo ye tha k is ayat ka tarjuma to (andhay gungay bahray phir lot k nahi ayen ga) h to ye ayat is maqsad k liye parh leni chahiye ham to nazar taiz karnay k liye parhana h lakin tarjuma ma to andhay k zikar h ma pareshan hu ap meri rahnumai farmaye.

Daant ki bimaari

Q: Mjhe bachpan se teeth grinding ki adat. Mri darhe or daant ghis gae ha. Bohat elaj kraya lakn aram ni ata. Har waqt bechani or dard rhta ha. Doctors ko samjh ni ata k masla kya ha.

Sher

Q: Ye sher kesa hai

Tum se pehly jo shakhs takht nasheen tha

Uss ko b apny Khuda hony py itna hi yaqeen tha