urdu

Shaadi karne se aurat ki izzat barh jaati he

Q: Wazahat sy rahnumai farmaiay ga. Kia deen may esa hy k jb orat kisi ki bivi bn jati hy to oski izzat khatam ho jati hy oski hesiyyat londiyon sy b bdtar hoti hy? kia deen islam ye kehta hy k bivi sirf bistar l liay hy osy kutton ki trh bs roti daal do or dum hilati rahay sari zindagi auaral may? jb k gharelo maamlat khawand ki tankhowah jama kharch jorna banana ya lutana srf amman or shadi shudah behnon k ikhtiar may hy? Pakistan jesa susrali joint family systm jahan kai ghair mehram mard orat k sr pr mandh diay jatay hn kia jayaz hy?kia orat ka huq nhi hy k oska sathi mukhlis eemandar dukh sukh ka sanjhi ho.or sb sy aakhir may bivi bachon ka huq maar kr sahib e hesiyyat shadi shudah behnon pr is trh lutana k wo or on k bachay roz naye naye jootay kapray pehen sakain on k parlors k kharchay chal sakain jb k bivi cheetharon may ghom rhi hy or osko koi sukh muyassar nhi kia khawand ka ye rawayya huq bajanib hy k wo kuch paisa jor kr bivi k sr pr aik chhatt tk nhi deta or osay joint susral may aik tng sy kamray may olaad samait tarpa raha hy. Plz mjy ye bata dain k nandon saas or suaral ki makjariyon or chalon k baray may islam ya sunnat kia kehti hy?ya itna nazuk pehlu tishna chhor dia gia hy.saas or shadi shudah nandon ki miyan bivi k beech kis hd tk dakhal andazi honi chahiay?

Khwaab ki ta'beer

Q: Mien bar bar khwab mn aik he chez dekhti hun k mera nikkah ho jata hai aur mn pachtati hun kam az kam 4 se 5 br yai khwab dekha hai .aik br dekha k zbrdasti hua, aik br dekha k majbor ker k kerwaya gaya' aur aik bar dekha k mn merzi se nikah kerti hun lekn har khuwab mn nikkah k bad pachtawa hota hai. aur mn pachtati hun k mn ny kya ker dia aur us larky ko yad ker k roti hun jis se me shadi kerna chahti hun.

Khwaab ki ta'beer

Q: Jb ma master kr rhe the meri class main 2 larky thy jin k sath mera group tha study ki had tk... hum parhty thy sath main bs... lekin second last semester main kch asi batyn hoen k ma ny unko chor dya... but jb sy mera master khatm hua ha mjh wo dono ya un main sy ak larka mjh khuwab main zarur ata ha... ajeeb sa khuwab ata ha un k sath... khawab main ma b apny apko daikhti hn un k sath... is ki tabeer bta dyn... bar bar khwab ata ha mjh.

Chacha zaad bhai se nikaah karna

Q: Meri bari behn ne or mery chacha ky beta ne mery maa ka daodh pia ha hum 4 behn bhai ha in jis me meri bari behn 1 number par ha or me (Zeeshan) 3 number par ho or mery chacha ky 6 bachy ha jis me wo larka phly number par ha or doosra beta (Kiran) 4 number par ha ab msla ye ha ky me (Zeeshan) or Kiran ka nikkah jayez ha ya nhi?

Khwaab ki ta'beer

Q: Khwab dekha jisay mei margye hon mujhay pata hai bhain koe bol rahe hon ye paisay meray husband koe dena meray marny kay baad sab mujhay lekar ja rhe hai dafanay ne mujhay dar lagh raha hai kay qabir mei mujhay sab chorh kay chaly jaye gye phir mei bolti hon mei tou zinda hon mujhay kyu lekar jarhe ho phir sab chor kar chaly jate hai pls mujhay tabeer batye iss khwab kie.

Khwaab ki ta'beer

Q: Men khab men dekhti hn opr ud ry hn nichy dog r bhansen hoti hn aur pora city k opr ud ry hoti hn city men jo kuch hota hy sub nzar aa rha hota hy bt kuty mery nichy bhag ry hoty hn zameen py men asmaan ki trf hoti hn throb dewaro k opr sy udti ja ry hoti hn iski kiya tabeer hy.

Khwaab ki ta'beer

Q: Maine khawab me dekha ki maine apne 6 saal k bete k dono hath k thumb k pour kaat k alag kar diya aur iske baad maine apni ammi k bhi dono hath k thumb k pour kaat k alag kr diye.. mai khawab me bauhat bechain thi... mere samjh me nai aa raha maine ye kaisa khawab dekha mera 6 saal ka eklouta beta hai... mai apne bete aur apni ammi se be intiha mohabbat krti hon...