urdu

Khwaab ki ta'beer

Q: Ek khuwab mai ne deakha k mai ne dost se bol rah 2 so 3 mai kayamat anne wali hai or us k baad itni taaz barish hoi jiss jaga hum khare thay barish ki waja see wo jaga girne lagi or hum wahn se bhage phr mari ankh khul gai.

Khwaabo ki ta'beer

Q:

1. Mene khuab main dekha ke main apna or apne bhai ka shadi ka card dene jarhi hoon lekin haqeeqat main hum dono main se kisi ka bhi kahin rishta tay nahi hua hai to is khuaab ka matlb kiya hua?

2. Saath hi mene dekha ke bohat taiz barish or pani ke fuwaare chal rahe hain or ek white colour ki light us barish se guzar rhi hai. Iska matlab batayein.

Anal sex

Q: Kiya ager biwi k dubar me, yani anal sex kar liya ho dono ki raza mandi par tu kiya nikah tuth jata he. Mujh se gunnah howa he tu kiya is me nikah tooth jata he?