urdu

Bachcha tanki ke andar peshaab karna

Q: Hamare bachche ne jis ki umar saare teen saal he us ne tanki ke dhakkan pe chota peshaab kiya. Dhakkan band tha lekin corner ki jaanib se wo ris ke andar ja sakta aur tanki me paani bhi kam tha. Hum paani ke truck se laate. Din ko ya shaam ko hum ne paani truck se paani bhar liya tanki me. Ab kiya us paani ko istimal kiya ja sakta he. Bachche ko peshab karta dekha nahi kisi ne bus tanki ka lohay ka dhakkan pe dhaag sa andaza lagaya he ke shaayed bachche ne peshaab kiya he. Ab kiya hukam he.

Khwaab ki ta'beer

Q: I have seen ki me ek shop pe hu or waha bht sundar sundar kapde hai ek suit hai waha jiske sath purse v hai waise suit waha pe bht hai mene usme se ek suit le liya par jab mene ghr akar dekha to usme purse nhi tha.

Shaadi shudah aurat ka doosra nikaah karna

Q: Mera sawal ye hai k agar ek aurat kisi k niqah me h, lekin uski shadi kisi dusre shakhs k saath uss k ilm me laye bagher us k sath kr di jaye tw kya ye dusra niqah jaiz hoga? I don't know if you understand my question in urdu or not so trying to ask in english: A girl is married to a man, he is out of country and in his absence the girl's family marry the girl to another man without telling him that she's already married. Is this 2nd niqah valid?