Kawab me apni aadhi kati mooch dekhna
Q: Kawab me apni adhi kati mooch dekhna.
Q: Kawab me apni adhi kati mooch dekhna.
Q: Mere walid ka inteqaal 06.03.17 ko hua us din raat ko isha ke baad unko dafan kiya usi raat mere chacha ke ladke ke khawb me mere walid aaye vo unke ghar gaye phir khawab tut gaya aur phir wapas aaye usi raat aur mere chacha ke ladke ne dekha ki mere walid kabristan me bethkar tasbih pad rahe tha.
Q: Mere aik behan nay apne app ko haram key under periods ke halat main dekha phir kaaba ka darawaza khula us ney walida sey kaprey liye or gussal kya and phir haram sey gussal kar ke bahar agaye.
Q: Dil me talak ka khayal aye or mun se han nikal jae to kia talak hojaegi? jb k mun se talak k alfaz nhi nikle srf han nikla mun se?
Q: Mera sawaal ye he ke jisko bht ziada waswase atay hon hr cheez k bare me to wo kia kare? Jese kisi ko hurmat e musaharat k waswase atay hon to wo kia kre? Mene ek jga prha tha k koi galti se ye bol de k mene apni saas k sath ye hrkat ki he to uski biwi us pr haram hojati he. Lekin agr kisi lrke ko ese waswase ajaen or galti se uske mun se nikal jae akele me to uska kia mamla he? Kia uski biwi us pr haram hojaegi?
Q: Mera sawaal hai ke main aoni biwi ka haq mehar ada karna chata hn to is main kia maa baap ki ijaazat lena chahiye ya aise hi adaa kar sakta hn aur kaise ada karte hain? Haq-e-mehar kisi gawah ki zarorat hoti hai ya aise hi ada kar dena chahiye?
Q: Me ne ayk hadees me parhi ho ke wudhu karte waqt paani ke qatre agar badan pe aaye to wudhu makrooh ho jata he. Lekin wudhu karte waqt thore paani ke qatre to aahi jate he. Aap baraaye meherbaani saheeh tareeqa bataa dijiye.
Q:
1. Mahine ke har koi din roza rakh sakte he?
2. Aur kaun kaun se din roza rakhne ke liye sabse ache he?
Q: Kia mian biwi apni sharma gahen apas main mila sakte hain or hath laga sakte hain is se ghusal karna hoga? Mian biwi apas main rat main baghar kapron k lait kar so sakte hain?
Q: Mera sawal ye k mujhe aksar lagta k meri nazar dosron k0 lag jati hai. g halan k main ne kbi galat ya buri nazar nai rakhi Masha Allah b b0lti hun, b0ht preshan hun help kren.