Musafir lowg musjid me doosri jamaat karna
Q: Eik musjid me namaz ba-jamaat adaa ki gayee. Kuch musaafir hazarat tashreef late he aur dobara ba-jamaat namaaz adaa karte he, kiya dobara jamaat ke liye iqaamat ka kehna laazim he ke nahi?
Q: Eik musjid me namaz ba-jamaat adaa ki gayee. Kuch musaafir hazarat tashreef late he aur dobara ba-jamaat namaaz adaa karte he, kiya dobara jamaat ke liye iqaamat ka kehna laazim he ke nahi?
Q: Agar pehli rakaat me qiraat qaza hojaye to ruku se rakaat mile, is haalat me sana kab parhi jaye?
Q: Agar namaaz ki ayk rakat qaza hogayi to sana kab parhi jaaye, aur jab aakhir me us rakaat ko poora kiya jaye to surah bhi parhna hota he?
Q: Agar banda namaaz ba jamaat me doosri, teesri ya aakhiri rakat me shaamil ho to wo sana parhe ga ya sirf surah faatihah? Aur jab imaam salaam pher de ga to wo kaha se parhna shuru kare ga?
Q: Farz namaaz me imaam ke peeche pehli aur doosri rakaat me kya parhe aur teesri aur choti rakaat me kya parhe?
Q: Huzoor (sallallahu alaihi wasallam) farmate he "Mera jee karta he me us insaan ka ghar jalaa du jo masjid chor kar ghar pe namaaz parhta he, agar mujhe unke biwi baccho ki fikr na hoti."
Me ayk taalib-e-ilm hu. Mere uper parhai ka dabaaw he. Me musjid jaake namaaz nahi parh paa raha to kya me ghar pe namaaz parh sakta hu?
Q: Jab hum Imaam ke peechay namaaz parhte he khaas tor par zohar or asar ki namaaz. Imam jab Allah hu Akbar kehta he phr wo sana parhta he. Phir wo apni tilawaat karta he. Kya hume apni tilwaat karni chahiye imaam ke peeche? Our doosra sawaal ye he ke surah faatiha teesri rakaat me parhni chahiye? Ya khamoshi ikhtiyaar karleni chahiye?
Q: Kya faasiq or biddati ke peeche namaaz padhna saheeh he yani kya namaaz hojati he ya nahi?
Q: Me ek behre ki school me kaam karta ho. Mere daftar ke paas jo masjid he uske andar tableeghi jamaat ka aana mana he. Ghair muqallid ne bola ke is masjid me juma ke bayaan me tableeqh jamat walo ka Nabi (Sallallahu Alaihi Wasallam) ke baare me aqeeda saheeh nahi bolke kare micrphone pe bole sare muhalle me sunaai deta aur hamaare akaabir ko bura bhala kehte, jaise ke Ashraf Ali Thaanwi (Rahimahullah) ko bora bhala kehte he. Mere pass ki sari masjide aysi hi he.
1. Kya me is masjid me juma ke namaz ke liye ja sakta ho ya nahi?
2. Ye masjid thori door he isliye me dafrat ke chat pe chote behre bachcho ke saath jamaat banake rowzaana namaaz parta ho. Kya ye saheeh he?
Q: Jais ke imaam ke peeche faatiha nahi parhna chahiye to ghair muqallid kehte he ke faatiha imam ke peechhe bhi parhni he to Hazrat Abu Hurairah (radhiyallahu anhu) ki hadith ki daleel dete he aap ka us ke mutaalliq kya khiyaal he?