Qasar namaaz ki qaza kaise kare?
Q: Agar hum safar me qasar namaaz nahi parh sake to uski qaza kaise ada kare aur kiya niyyat kare? Jaise ke agar zuhar ki qasar namaaz nahi parh sake to phir qaza kaisa ada kare aur niyyat kiya kare?
Q: Agar hum safar me qasar namaaz nahi parh sake to uski qaza kaise ada kare aur kiya niyyat kare? Jaise ke agar zuhar ki qasar namaaz nahi parh sake to phir qaza kaisa ada kare aur niyyat kiya kare?
Q: Ek ghair muqallid ke clip me suna ke woh keh rahe the ke namaaz qaza hona alag cheez hai aur qaza karna alag cheez hai. To qaza huwi namaaz parhe aur jaan booj kar qaza kardi huwi namaaz na parhe dua maghfirat kare. Kiya ye sahi he?
Q: Mere abu jaan ki death ho gai ha. Me unki qaza umri namazein or rozein ada kar sakta hu?
Q: Kya hume qaza-e-umri ada karni chahiye?
Q: Qaza namaaz kaise waapas adaa kiya jaye?
Aur fajar ki jaamat agar choot gaya to kya usse zohar azaan ke pehle kisi waqt bhi par ha jaa sakta kya? Misaal ke towr par aath se baara tak?
Q: Agar mazi ya wadi key qatrey daftar me me nikal aaye aur namaaz ka waqt ho raha he toh isey baghair dhoye ham namaaz nahi parh saktey toh kya ab jab daftar ka waqt khatam honey ke baad jab ghar jayenge tab namaaz parhenge zuhar aur asr qaza karni paregi kya shar'ee hukm he bata de take namaaz qazaa na ho.
Q:
1. Mai satra (17) saal ka hu. Islam baara (12) saal ke baccho ko namaaz parhne ka hukm deta he. Mene aaj tak namaaz nahi parhi. Kya mujhe fout shuda namaazo ko ada karna hoga?
2. Agar ha to din ke kitne rakaat qaza namaaz kab parhni hogi aur kis waqt ki qaza namaaz me kitni rakaat hoti he.
Q: Qaza-e-Umri namazein ghar mein adaa kar sakte he?
Q: Me paanch waqt ki namaaz padhta hu or padhta tha aur kabhi kabhi namaaz qaza bhi hojati thi aisa karke meri bohot namaaze qaza ho chuki he yaad nahi kitni qaza huwi he to ab me qaza kaise or kitni parhu?
Q: Mujhe ajeeb ajeeb ghalat ghalat khiyaal aate he. Me namaaz parhna chahta hu phir baar baar namaaz choot jata he. Aur me jab istinja karta hu to thori der me aisa lagta ke phir mujhe zor se laga he ke istinja aur ayk do bund hogaya ho. Me khud bhi bohot qaabu karta hu ke ghalat nahi sochu phir bhi aisa hojata. Mera B.P bhi aaj kal barha huwa rehta he jabke mujhe ye sab shikayte nahi thi kabhi kabhi mujhe lagta ke sehar to nahi kiya hua he. Baraaye karam agar kuch ilaaj he to bataye.