Sajdah ki tasbeeh me ghalati karna
Q: Agar sajde me subhana rabi ya Allah Allah keh diya ho to namaaz ho jaegi galati se subhaana rabi yal 'ala ke bajaai?
Q: Agar sajde me subhana rabi ya Allah Allah keh diya ho to namaaz ho jaegi galati se subhaana rabi yal 'ala ke bajaai?
Q: Kya tashahud main ungli ko "ashahadu alla" ko uthaana or or illallah ko hi jhuka dena ye kaha se saabit he? Ahle hadith lowg kehte he ke aisa kahi sabit shuru se aakhir tak ungli ko utha kar hi rakhna he. Aap is tasalli baksh jawab inayaat farmai.
Q: Agar koi aisa libaas ho jis me jism dikhta he aur nahi bhi dikhta he to kya in sooraton me namaaz jaaiz hogi?
Q: Namaaz ke beech (ruku aur sajdah ke beech) dua jaise ke (rabbi auzubika min hamazatish shayaateen) parna jaaiz he?
Q:
1. Kya bad az juma ki sunnate jo he us me attahiyaat poora parhna chahiye?
2. Kya ye sunnate muakkadah he ya ghair muakkadah?
Q: Namaaz me niyyat bandhte waqt haat naaf ke uper hona chahiye ya uper aur hath ko hath pe rakhna chahiye ya kalaai ya kohni ke pass?
Q: Musjid me namaaz ke waqt logo ke uper se aage janke saf me bethna gunaah he? Phir agar aage saf me jagah he ke ayk ya do aadmi beth jaye aur ham peeche khare ho to kya kare? Aur agar doosri saf me jagah ho bethne ki or now saffo tak log bethe huwe hai magar har saf me itni jagah logo ne chor rakhi he ke araamse chalke doosri saf me beth sake to kya kyajaye?
Q: Mera ek sawaal ye he ke mujhe bachpan se aramdeh kapre pehenne ki aadat he or agar me kurta pajama ya jeans waghairah kuch pehenta hu to mujhe garmi lagti he or khaarish bhi hoti he. Ziyaada tar me aadhi aasteen waali cotton ki T-shirt aur cotton izaar pehnta hu to kya mere liye ye zaroori he ke namaz ke waqt ya waise bhi kurta pajaama pehnu.
Q: Agar imaam sajde me apni pair ki ungliya qibla rookh na kare to kya us imaam ke peeche muqtadi namaaz parna kaisa he?
Q: Khushu aur khuzu ke saath kaise namaaz parhe?