Tasweer waale kapre ku ulta phenkar namaaz parhna
Q: Agar shirt pe jaandar ki tasweer bani ho to wo shirt ulta phenli jaye to kya namaaz hojaegi aysi soorat me?
Q: Agar shirt pe jaandar ki tasweer bani ho to wo shirt ulta phenli jaye to kya namaaz hojaegi aysi soorat me?
Q: Kya pant shirt me namaaz hojati he?
Q: Agar libaas napaak haalat me pehna ho or ghusal karne ke bad kisi waqt phir wohi libaas pehen liya jay to namaaz ke liye kiya dobaara ghusal karna ho ga ya jism dho lena kaafi ho ga?
Q:
1. Shirt pe baaz ke par bane ho bohot chote jasaamat ungli ki baqadar kya usme namaaz hojaegi ya duraani paregi?
2. Jaandaar ki tasweer ki jaga namaaz nahi hoti duhraani parti he lekin shraait kya he:
a. Jaandaar ka chera bana hoga tab namaaz nahi hogi?
b. Jaandaar ka chera chupadia jism dikraha he to namaaz hojaegi ya nahi?
c. Ya poora jaandaar ki tasweer chupaana paregi ?
Q: Namaaz me kya me mowze pehen sakti hu? Mujhe hamesha ye gumaan hota he ke sajde ke waqt meri pair ki haddi dikhti he.
Q: Takbeer-e-oola ke saath namaaz me kab tak shaamil hoja sakta he?
Q: Jab namaaz parta hu bura khiyaalaat aate he kabi gaaliya zehen me ghoomne lag jaati he lekin namaz ke baare me pata chal jata he ke kown si surah ki tilaawat ki ja rahi he aur marhoom khaandaan waale ke mutaalliq bure khiyaal aata he.
Q: Me Fiqah Hanafi ki taqleed karta hu, kya me namaaz me rafeyadain kar sakta hu?
Q: Namaaz me muje ye pareshaano hoti he ke shayed koi rakaat reh gayi he kabi sajda kabi ye nahi parha shayed kabi kuch samaj nahi aata namaaz me bohot dhiyaan lagaane ki koshish karti hu phir nahi lagta ma bohat pareshan hun?
Q: Agar dupata bareek ho or us se baal gala or bazoo nazar aaye to kya namaaz ho jati he ya sajda sahw karna parta he?