Peeche sharamgah ka baal utaarna
Q: Kia mard ka apni piche sharam gaah se baal utaarna jaiz he ya nahi?
Q: Kia mard ka apni piche sharam gaah se baal utaarna jaiz he ya nahi?
Q: Mera sowaal ha agar ma baap ki ziyada bache hon tu onko sub bacho ke sath aik jasa barabar salook rakhna chah yan nahi? Quran aur ahadees iske bare kia kahtain han? Har waqat ma waldain ke hi haqook perta hon. Mara baap nahait hi na insaaf bnda ha. Kabi bi muje apne baap se shufqat nahi mili. Allah se je hi gila rahta hai kia wo na insaaf ko itni chot data ha k wo jo mari karle. Please ap mujko quran aur ahadees ki roshni ma btain q k mare dill me ab bohat saht nafrat onke liye. Bohat ziya dill tora ha onone mara.
Q: Ayk shakhs kisi Sahaabi ki Islam se pehly ki zindagi ka zikar kerta hai ke wo apny zamany lutery, choor thy lekin Allah ne un se kaam lia, to kia kisi Sahaabi ki Islaam laane se pehly ki zindagi awaam ke saamne byaan kerna jaaiz hai?
Q: Kia orat ka beauty parlour jana jaaiz he Islam me?
Q: Mera sawaal hai ke ky unmarried larki Surah Yusuf ka tarjuma nahi padh sakti?
Q: Kisi ne bad dua de di ho aur wo shaqs dunya me na ho to kaat kaise hoga?
Q: Kya Islam mai yeh jaaiz hai? Mere showhar dari nahi rkhte hai lekin wo mustache (muchein) rakhte hai or wo mustache ko upar ki taraf rakhte hai to kya islam mai yeh jaaiz hai?
Q: Mera sawal yeh hai ke sar pe kanga karne se jo baal gir jaty hain to un balon ka kya kya jai aj ke doar mai dafnana mumkin nahi amm aurat k liye. To aj ke doar ke mutabiq is ka hal bata dain ke balon ka kya kea jai. Is ke elawa kya girne wale balon ko jalya ja sakta ha? Yeh kam jaiz ha ya nahi?
Q: Kuch mufti date of birth maa ka naam wagara pooch ke qismat ka hal ya kisi khas baat ka bataty hain kia ap bi bataty hain?
Q: Nazar-e-bad ka ilaj paan ka patta, oil, dhaaga se jism ko napna awr wohi dhaaga chhota ho jina oil awr paanka patta sine pe mlna waghaira. Ye aml khilaf-e- aqeedh tau nahi?