Mugallazah Talaaq
Q: When a Talaqul Mughallazah is given, for the couple to get back together, does it require only the wife to marry again or the husband as well?
Q: When a Talaqul Mughallazah is given, for the couple to get back together, does it require only the wife to marry again or the husband as well?
Q: Maine 2 saal pehle 1 larki se court me nikah kiya kyu k na os ka baap shadi k khilaf tha. Maine jaise hi nikah kiya oss us k ghar main chor diya bagher hath lagaye. Main kisi ki badnami nahi chahta ta bs sirf majboor karna chahta ta us k waled ko. Lekin wo pir b na mana aur wo waha se apni beti aur tamam ghar k afrad ko le kar afghanistan chale gaye. (Sorry main likna bhool gaya tha unka taluq afghanistan se ta.) Mere ghar me b sab log muje har waqt majboor karte k ye nikah tor do aur us k ghar main bi yahi haal tha. Akhir majboor hokar maine osse phone par 3 dafa talaq ka kaha. Mufti saab main ye jana chahta hoo k kia main dobara uss larki se shadi kar sakta hoon?
Q: Mery uncle ney meri aunty ko talaaq di lekin meri aunty kay samney nahi balkay apny bety kay samney kay main ney teri walida ko talaaq di or phir bad main hum sey yeh kaha kay yeh fail aun sey ghussey ki hallat main hua hai kya is surat main talaaq ho gi agr nahi to kya kaffara ada karna ho ga?
Q: Me ne apni biwi ku ehsaas dilane ki niyat se uske friend se kai baar ye kaha hai ke mai apni biwi se alag hogaya hu. Aur ab wo mere saath nahi hai, aur hum sirf halala ke baad hi ek hosakte hain. To kya meri talak hogayi? Maine sirf use darane aur ehsaas dilane ki niyat se aisa kaha hai. Aur 2nd sawaal ye hai ke agar koi apni biwi ku 1 talak de aur phir kisi majburi ke tahet biwi ke saath rehne lage to kya ye ruju hoga, kyuki ruju ki koi niyat nahi thi sirf majburi thi saath rehne ki, aur is dauran ek baar humbistari bi kiya majburi mai, ruju ki niyat se nahi.
Q: Talaak sirf lafz e talak se hota hai ya kisi aur lafz se bhi hota hai? Friend ku yeh batana k meri wife se mera talaq hogaya hai aur sirf halala ki surat mai hum phir milsakte hai to kya 3 talak hojayengi jab ke sirf ek hi talak di gayi thi?
Q: My husband told me three words (tum muj sa azad ho). He repeated these words 3 times and he is in his senses. My question is kia mujy talak ho gayee?
Q: If husband says: "mai tmhe talaq dai doan ga jao tmhe ho gae" has talaq occurred? And after some days he says "mai tmhe talaq daita hoan" all this hapened on the phone.
Q: Mera sawal mere parents ki divorce ke hawale se hai mere father ne meri mother ko takreeban dair saal pehle gusse mein talakh dedi the 3 bar keh kar ke mein (tumhe talakh deta hoon talakh deta hoon talakh deta hoon) lekin us ke 2 ya 3 din baad unhone rujoo karliya yeh keh kar ke gusse mein talakh nhi hoti. to kiy talakh nhi hooi? kiya yeh rujoo jaiz tha? 3 din pehle unhone phr meri mother ko physically abuse kiya or usi gusse ki halat mein 5 bar kaha ke (mein tumhe talkh deta hoon talkh deta hoon talkh deta hoon talkh deta hoon talkh deta hoon) to kiya talakh hogai? or phir unho ne 3 din baad rujoo karliya or meri mother agree hien unke sath wapiss shadi shuda zindagi guzarne ke liye... kiya mere mom dad ek dosre ke liye halal miya bv hein? or kiya is tarah baar baar gusse mein talakh deke ruju karna jaiz hai? agr nhi to please Quran or sunnat ki roshni mein batiyeh ke meri mother ko kiya karna chaiyeh?
Q: Husband me apni wife ko three talaq aik Saath di or phir 3 month se pehle wapes rakh lia ab woh log Saath rehte hai shariat main is Kia hukum hai?