Teen talaaq
Q: Mera sawal ye hai k mery husband ye mujhy teen talaaq likh ke di hai asy
main talak deta hun
main talak deta hun
main talak deta hun
Urdu main lihka hai or is main talak alfaz galat lihky hain or signature bhi nai hai. Or mry husband ka khena hai k unho ny srf mujhy darany k irdy sy lihki the. Unka talak ka koi irda ya soch nahi the to kia talak hogai or agr hogai to halala ke elwa koi rasta hai jany ka?