Khwaabo ki Ta'beer

Aakhirat ku saamne rakhna owr qabar ke lia tayyari karna

Q: Me ne dream dehka ke koi do insano ka sath jaha raha ho aur kisi jaga lae kar jaha ra hai esa feel ho ra marna ka bd wali zandgai shahid tu unho na kha edhar lait jata hai wo esa ta jesay ek railway station ki track line hoti aur hum 3 us par lait gae Aur ek Aur aya hum ko saza dena Aur lakeer Mari thin red type ki red fingers and ma ki taraf Bas Phr ma daar Gaya Aur ankh khol gai Bas Phr esi dream ki waja sa metlab daar ki waja fajr ki namaz parnay gaya.

Khwaab ki ta'beer

Q: Main ek shadishuda ladka hu. Mujhe sapne me meri ek friend muslim ladki ne 1-quraan sharif, 1-topi or 1-safed libas ka kapda diya or maine use qubool kiya janna tha us khwaab ki taabeer ki hongi?

Khwaab me daant tootna

Q: Mujhe khwab ki tabeer maloom krni hai. Mai ne khwab mai daikha ha k mera ulti taraf ka oper wala ek daar tot gaya ha. Mujhe dard Hota ha to mai hanth laga kr daikhti hun dar hilta hua nehsos Hota ha mai hanth se nikal letu hun daar apna. Per mujhe lagta ha k andar ek or daar nikla hua ha new using daar ki jaga Jo nikla tha hanth se. Mai again hanth laga Jr daikhti hun to andar se new daar moujod Hota ha. Isi tarha mai ne ek dafa khawab mai daikha mery agy k ek can't mai keera laga hua ha.

Mushtabah owr haraam cheezo se parhez karna

Q: Meine khwab mein dekha ki mein ek jangal me hun aur mere charo taraf ek khanjeer bahot tez chakkar laga raha hai. Mein usse dar raha hun ke ye mujhe nuqsaan na pahuchaye jaise hi vo meri taraf ata hai wahan pe khade logon ke pas khada ho jata hun. Aur phir mein himmat karke age badta hun aur jaise hi vo khanjeer mudta hai mein wahan se bhag jaata hun. Mere sath doosra shakhs bhi hai lekin pata nahi koun hai.