Error message

  • Notice: Undefined index: sidebar_first in fusion_core_grid_info() (line 504 of /home/muftionline/public_html/sites/all/themes/fusion/fusion_core/template.php).
  • Notice: Trying to access array offset on value of type null in fusion_core_grid_info() (line 504 of /home/muftionline/public_html/sites/all/themes/fusion/fusion_core/template.php).
  • Notice: Undefined index: sidebar_second in fusion_core_grid_info() (line 506 of /home/muftionline/public_html/sites/all/themes/fusion/fusion_core/template.php).
  • Notice: Trying to access array offset on value of type null in fusion_core_grid_info() (line 506 of /home/muftionline/public_html/sites/all/themes/fusion/fusion_core/template.php).
  • Notice: Undefined index: sidebar_first in fusion_core_grid_info() (line 504 of /home/muftionline/public_html/sites/all/themes/fusion/fusion_core/template.php).
  • Notice: Trying to access array offset on value of type null in fusion_core_grid_info() (line 504 of /home/muftionline/public_html/sites/all/themes/fusion/fusion_core/template.php).
  • Notice: Undefined index: sidebar_second in fusion_core_grid_info() (line 504 of /home/muftionline/public_html/sites/all/themes/fusion/fusion_core/template.php).
  • Notice: Trying to access array offset on value of type null in fusion_core_grid_info() (line 504 of /home/muftionline/public_html/sites/all/themes/fusion/fusion_core/template.php).
  • Notice: Undefined index: sidebar_first in fusion_core_preprocess_page() (line 197 of /home/muftionline/public_html/sites/all/themes/fusion/fusion_core/template.php).
  • Notice: Trying to access array offset on value of type null in fusion_core_preprocess_page() (line 197 of /home/muftionline/public_html/sites/all/themes/fusion/fusion_core/template.php).
  • Notice: Undefined index: sidebar_first in fusion_core_preprocess_page() (line 197 of /home/muftionline/public_html/sites/all/themes/fusion/fusion_core/template.php).
  • Notice: Trying to access array offset on value of type null in fusion_core_preprocess_page() (line 197 of /home/muftionline/public_html/sites/all/themes/fusion/fusion_core/template.php).
  • Notice: Undefined index: sidebar_second in fusion_core_preprocess_page() (line 197 of /home/muftionline/public_html/sites/all/themes/fusion/fusion_core/template.php).
  • Notice: Trying to access array offset on value of type null in fusion_core_preprocess_page() (line 197 of /home/muftionline/public_html/sites/all/themes/fusion/fusion_core/template.php).

Naseehat

Kabeera gunnah se tawbah

Q: Kabeera gunnah ki maafi kaise maangi ja sakti hai? Iss ka method bataen?

Category: 

"Hasbunallah hu wa ni'mal wakeel" ka wird parhna

Q: Hazor main apnay chotay bhai ki job kay liye taqriban 2 months say "Hasbunallah hu wa naimal wakeel" ka wird rozana 450 bar ker raha tha, uski selection tu na ho saki final interview main reh gya, ab is wazifa ko jari rakho kay chor don? Aur main bohot disappoint bhi hon.

Category: 

Naya school ku naqli high school ka diploma dekhe dena

Q: Mere aik dost watan se bahir hai. Us ne waha school main dakhila leliya. Us ne naqli high school ka diploma dekhe diya. Ab woh Buhat afsos karti hai. Use school chodna chahien ya use kaffara Ada karna chahien.

Category: 

Auwlaad ku ba'd dua dena

Q: Meri dost ki ammi gussay ki bohot sakt han. Uska khayal to har tarha se rakhti hn mgr baat baat pe usko dantna galian Dena or bad Dua deti hn. Sagi ammi hn pr mizaj ki sakht hn bs wo unki b baat manti h Jo wo kehti hn wo karti h lekin jb wo usko bht sunati hn to wo b agy se bolti h mera sawal ye h k Agr aulad maa ki har baat mane kbi Usse ik galti hojae Jis par maa usy bad duain de to kya bad Dua asar karte h? Kya maa ko baat baat pe bad Dua Dena apni aulad ko jaiz he? Pls rehnumai kijye.

Category: 

Istikhara karne ka tareeka

Q: Muje apne maqsad ko daryaft karne k lye istikhara karne ka tareeka bata den.

Category: 

Salaatul Istikhara owr Salaatul Haajat parhna rishte ke lia

Q: Mjh pochna tha k rishta q nh ata n ghar k masley q brh rhe hen. Enka hal maloom krne k lye hm istekhara kr sakte hen?

Category: 

Istikhar karne ka Sunnat tareeqa

Q: Apne lye istikhara karna hai mje istikhara karne ka tareeka bta den.

Category: 

Sowhar kaam karne me bahut waqt le kar karte hai

Q: Allah ke shukr se mere shohar mein bahut sari khubi hai, ek kami hai ki wo har kam, zaruri se zaruri important kam bhi bahut waqt le kar karte hai. Kam shuru karne mein hi unhe bahut waqt lagta hai. Unki is adat se sab log bahut parishan hai. Badi meherbani koi qurani ayat ya wazifa bataye jise hum padhkar unpar dum kar sake aur unki Ye kami door ho jaye.

Category: 

Shaadi se pehle affair

Q: Meri friend ka shadi se pahle affair tha jo ke shadi ke baad bhi continue raha at least 4 years tak. Us ka husband buhut acha hai, iss liye wo buhut guilt feel karti hai and uss ko batana chahti hai but nahi bata sakti. Us ne khuda se buhut maafi mangi hai but uss ka dil satisfy nahi ho raha hai because usse lagta hai ke uss ne apne husband ko dhokaa dya hai. Ab wo kia karey?

Category: 

Dunya me jane keliye aaya he

Q: Jiss din maree walda fuat huninee theine uss din mujhay bhut ajeeb khayalat ayae thay aur mujhay samjh nahee ataee kae yah khayalat mujhay kassae aa gayae hain, jab main walda kae sath hospital main tha tu unn kae bed kae sath hee kharra tha aur unn kae liae dua kar raha tha kae wo theek ho jayine, mujhay nurse nae kaha kae bhar chaliae jayinee app kee walda kee ecg honae hae, main bhar chala gaya, 15 min bad mujhay doctor nae andar bulya aur kaha kae ap apnaee walda kae liae dua karin kae yeh batch jayine lekin inn kae bachanee ka koe chance nahee, main junu hee yeh sunna rona shru kar dia aur mukhtlif qisam kae khaylat mujhay annae lagee kae yeh theek ho gaya hae kae walda fuat ho gyinee hain, yeh bura waqat jo main nae kal dekhna tha, aj dekh lia hae, phir mujhay yeh bhaee khyal aya kae main azad ho gaya hun, maree zimindare khatam ho gayee hae, main ab apnae dosraee kam karon ga, yeh theek ho gaya hae, main rotaa hua ward sae bhar nikla aur hospital kae hall main beth gaya, uss waqat main nae walda kae liae dua nahee kee kae wo batch jayinee bulkay marea dil khuch sakht ho gaya tha aur main yeh chha raha tha kae walda fuat ho jayinee, main uss waqat buhat baee hiss ho gaya tha, phir dr nae mujhay bulya aur kaha kae ap kee walda fuat ho gayinee hain joo kae main chha raha tha, main rotaa ja raha tha lekin merae andar khuch assae feeling thiee kae main khush tha kae meraee walda fuat ho gayinee hain, jab tak main nae walda ko defna nahee dia main demagee tur par be hiss raha, lekin jun hee main nae walda ko defna dia uss kae bad mujhay assae laga kae mera sab khuch khatam ho gaya hae aur main hoosh main aa gaya, mujhay samjh nahee attae kae mujhay appnae walda kae liae yeh itnaee ghatia khayal kassae aa gaye, inn khayalat kee waja sae main khud khussi ka bhae socha hae kae main kassa betta hun jo yeh chhata tha kae uss kee walda fuat ho jayine, meraee andar bhut ziada ahass gunnah hae aur mujhay ekk pal bhaee sakoon nahee atta, kindly mujhay guide karin iss ahhass gunnah kee waja sae main khatam hota ja ra hun. kindly help me

Category: 

Pages