Naseehat

Gunaah karne ke ba'd towbah

Q: Mera sawaal ye hai ke may ne apne bhai ke saamne apni bivi ki bohat burai kar diya tha ke woh kaam nahi karti or bohat bay dhangi hay or isi tara ki or bohat gheebat kia thha us ke bare may lakan bole dane ke baad may ne realize kia ke mujhe ye sab us ko nahi bolna chaiye tha may ne us ko mana kia ke kisi ke samne mut bolo laken us ne apni bivi ko bata dia, mujhe bohat guilty feel hoa to may ne apni bivi ko bata dia ke may ne tumarhi buraayan us ke saamne kia hon or yeh ke mujh se galaati ho gai hay, tum mujhe maaf kar do may kabhi  dobaara aisa nahi karoonga or Allah say bhi maafi manga, ye ho kar koi 2-3 saal ho gai hay leken mujhe ek sudme ke jaisa ho gia hai, ke abhi tak bohat duukh hoya hai who baat ko soonj kar. Kia is ki koi talaafi hay ya yeh kay sirf sabar karna chaiye? Is bare may marey rahnumai farmaiye.

Mazammat aur burai karna

Q: Mufti Sahab mera ek dost hai use zehani pareshani hai uski pareshani badi ajeeb hai..

Baat ye hai ki kuch saal pehle wo kisi ke sath train safar kar raha  tha shaitan us par hawi ho gaya aur usne kisi anjan ladke (amard) samajhkar  thodi musti ki to uske sath walon ko uspar shak hua sirf 2 ghante ka safar tha. Isske 4 saal Baad uski shadi ho gayi par wo  dono shadi main aye the aur kuch nahi kaha ...

Shadi ke 7 mahine baad un logon ne  us ke ghar par aur sasural aur bhi doosre logo ko bol diya hai ki  ye gay (amard pasandagi ) hai -
--aur khaans khaans ke usko tang karne lage ab massala ye hai ki.. Ab usko sab log tang karte hai aur use bahut bura lagta hai-- Khas baat ye hai Uski wife bhi usko ishare ishare main wohi baat karne lagti hai-- jisse usko behud gussa ata hai-- ek baar to usne apne aap ko hi khatam karne ki sochne laga. Baat ye hai wo gay nahi hai wo sachi tauba kar chuka hai ab wo izzat se zina chahata hai Par jab uski wife ke dil mai hi uski izzat nahi rahi to ab wo kya kare? kya wife se alag ho jana chahiye use chod dena chahiye? Ya ghar chor kar kahin chale jana chahiye? Ya iska koi hal nikal sakta hai ? kya wo apne biwi ka dil aur bharosa wapas  pa sakta hai? mufti sahab aap islam ki roshni main uski rehnumai kare usse aisa kya karna chahiye ki uski zindagi fir normal ho jaye?

Rishta tay karne ke ba'd raazi ne hona

Q: Mery dost ka rishta tay hogaya ha par wo dil se raazi nahi. Usay batai baghair mainy uskai lia istakhara kia aur usma mainy theek se Kuch Nahi dekha par mjhy yad ha k lal or kala rang dekha. Aur mainy aik sufaid rang ka paper b dekha jis pa hmaray paper ka likha hua tha aur uspe mera name like tha. Subha jab ma uthi tab bhi dil ghabra raha ha Buhat itna aj tak nahin ghabraya. Ab Kya mujhay us dost ko batana chaiya ke mainy istakhara kia aur asa Kch dekha ha. Aur uski tabeer Kya ha? Aur is silailay ma ab agey Kya karna chaiya. Uska rishta bhi tay hogya ha. Ab usay torna sahi rhay ga?

Showhar ki farmaabardaari

Q: Mera nikah hua wa hai love marriage ki hai bat abhi ruksaty nai hui ma jahan bi jaty hun mayra husband muja dantata hain unhen nai pasand ma kahen jaun or muja bt bt pa bolta hain ka ma nai lai ka aun ga tma ghar plz koi asa wazifa baten jis sa wo b usy tarhan toot kar chahen muja jis tarhan ma tarpty hn unka liya. 

روحانی علاج کا سنتر

س: جناب محترم سلام آپ کی رہنمائی درکار ھے آج کے جدید دور حاضر میں روحانی انرجی اور روحانی علاج کے نام پرspiritual healing powers کے نام پر reiki treatment Chakras Healing and learning centre قائم ھورھے ھیں وہ لوگ جن کو دین کی الف ب معلوم نہیں روحانیت سےکیسے علاج کرسکتے ھیں آپ کی رھنمای چاھے؟