Aasaan delivery ke liye kiya parhna?
Q: Meri sister ko doctor ny achanak caesarean bata dia hy, plz kuch bataiay jisy parhnay sy delivery asani sy ho jaye maa bachay dono ki bakhariyyat faraghat ho sehat zindagi k sath.
Q: Meri sister ko doctor ny achanak caesarean bata dia hy, plz kuch bataiay jisy parhnay sy delivery asani sy ho jaye maa bachay dono ki bakhariyyat faraghat ho sehat zindagi k sath.
Q: Main yeh pouchna chahta hun k kya hum aik waqt me 2 wazaif kar sakty hain? Matlb k jesy main subha k time aik wazifa karun or din ko kisi b waqt ya wesy b kisi or maqsad k liye koi or wazifa karun. Iska koi nuqsan to nahi hoga?
Q: Rishty mein bundish khatam karnay ka wazifa dy.
Q: Meri age 25 hai. Mein jana chata hou k mujhy ghusa bht ata hai jis ki waja sy mein kafi pareshan rehta hou mujhy jab ghusa ata hai toh mera mujh pe kaboo nai rehta jis ki waja sy mein logon ko kafi nuksan phoncha dyta hou. Koi esa tareeka hai k mein apny ghusy pe kaboo paaa saku?
Q: Mai courier office me job krti hu. Last 6 month se muje meri salary nhi mili mera boss salary waqt pe dene me natak krta h. Koi wazifa btaye jisse ruka hua pesa muje mil jaye.
Q: Maien 50 saal se namaz parne ki koshish krta hoon per haar jaata hoon. Tarah tarah ki musibaten ho jatin hain aur namaz choot jati hai. Ghar me maar peet, jhagre, bimariyan, barbaadiyan hain. Ek larka hai jo 2 saal ki umar se aaj 37 saal ki umar ho gayi bimaar hai. Rizq nahi muhtaji hai betiyon ki shaadi nahi ho rahi. Koi bhi kaam kharaab ho jata hai. Kai wazifa istemaal kiya per ulta asar hota hai. Kisi ne shayad bad dua di hai. kaise sab thek hoga?
Q: Koi rozgar ke lye wazifa batayen apni ijaazat se or meri ik bhatiji hifz e Quran kar rahi hy uske lye koi dimagh tez karne ka wazifa batao.
Q: "Ya Ghaniyyu, Ya Mughni, Ya Lateefu" yeh wazifa mere sisters pad sakty hai apne marzi ke shadi ke liye permission dejiye please iss wazifa ke liye ki apni marzi ki shadi ho aur koi museebat afaat rokawat familys me kesi me bhi na ho
Q: Meri bhanji jo ki minor hai, usey urine, blood aur thyroid mein infection aaya hai. Koi acchi wazaif bayaan karein. Kya taweez pahen sakte Hai Ya shirk Hai?
Q: Mere bhanje jo 3 saal ka hai, fits aaye hai aur bukhaar utaar chadav hora. Unki sehatmandi ke liye wazaif dijiye.