Wazaaif

Ghaib se rizq haasil karna

Q: Mera sawaal hai keh insaan jis ke paas koi bhi duniyavi kaam kaach karobaar naukri nahi ho or ussay duniya ka kisi kaam bhi nah aata toh kya usse aise wazifa jaisa keh gaib se rizq or daulat hasil ho nay ka wazifa ke zariyae se kya wo apne zindigi mei guzara ho saktae ho? Kyun keh Allah hee keh siwa kisi aur ke mohtaaj nah bannae.

Awlaad ke lia wazifa

Q: Meri shaadi ku ayk saal ho gaya he owr mera koi baby nahi hai. Naani ne bataya tha meri wife ko Rabbe habli minassaliheen padhne ko par meri wife ke periods bhi irregular hai. Please aulad hone ke liye koi dua bataye jisse faeda ho.

Shaadi ke lia wazifa

Q: Mera ye masla hai mera rishta ty nahi ho raha mane boht se wazife kie hai pr phr bhi rishta ty ni ho rha phle rishte ate the ab rishte b ni ate main or mere waldain boht pareshan hai. Please meri madad kare. Main aap ki shukr guzaar raho gi.

Karobaar me kaamiyaabi ke lia wazifa

Q: Mere showhar karobar ke silsile me bahot hi pareshaan rehte hai. Humari gulf me khud ki shop hai 2 1/2 years hogaye hai lekin mere shohar usme bahot mahennat karte hai abtak kuch bhi taraqi nahi hai. Aap mujhe aisi dua de karobar ki taraqi aur business me kamyabi ke liye quraan wo hadis ki roshni me. Allah hum sab ki pareshani door kare.

Gabraahat owr becheni ke lia wazifa

Q: Mein paanch saalo se bht hi pareshani se guzar rhi hu jo ke jismani aur roohani dono hai. Ek to mujhe har waqt ghabrahat bechaini hoti hai kisi kaam me bhi dil nahi lagta ghar se baahar jati hu to ghabraht bechaini hoti hai, dimag me ajeeb ajeeb khiyaal aate hai. Hamesha bimar rehti hu aur doctors ki report me kuch nhi aaya hai wo khte hai k mujhe dimagi tension hai namaz pdhne ka bhi dil nhi krta plz aap mujhe koi dua ya wazifa btaiye jisse ki meri ye pareshani door hojaye aur plz mujhe btaiye k mujhe kya pareshani hai kya koi bandish hai kya plz mere email ka jawab zrur dijiyega bht pareshan hu mein.phle mera dil namaz aur quran pdhne me bht lgta tha pr ab bilkul dil nhi krta bht ghabraht hoti hai. Allah aap ko apne amaan me rakhe.

Wazifa parhna

Q: Mera ek kam hai aur iski madad ki talab Allah se hai. Me Esha ke bad us kaam ke liye do mukhtalif wazife karti hun. Kia ye sahih he? Kyun ke suna hai k ek kam k lie ek hi waqt me ek wazifa kia ja sakta hai. Is se zyada nahi. Bara e meherbani islaah kar dijiye!