Rowzi me barkat ke lia wazifa
Q: Mere showhar naya business shurukiya hain. Kuch duaye bataye ke rozi me barkat ho aur business aagebare.
Q: Mere showhar naya business shurukiya hain. Kuch duaye bataye ke rozi me barkat ho aur business aagebare.
Q: Humara ayk land hai. Hume sale karna hai. Bohot log pasand karte hai aur phir dusre dis unka kuch reply nahi ata. Teen years ho gaye hum wo land kharid kar abtak koi nahi kharida. Please aap mujhe koi aisi Quraani dua bataye jisse humara problem hal ho jaye.
Q: Main pehle bohot ache homemade potato chips banati thi or har koi ta'reef karta tha ke bilkul bazar ki tarah bnaya but pta nhi kisi ne mujhe nazar laga di or jab se aaj take me jab bhi kabhi chips banati hun ya apna method kisi or ko batati hun to chips jal jaten hain or pehle ki tarah nahi bante or jisko bhi me ye method batati hun uske bhi chips ache nahi bante. What should I do? Should I read some dua?
Q: Mujhe logon ka qarz bhot hai. Ada nahi ho raha hai. Mai bhot pareshan hun. Mera qarza ada hone ka wazifa bata de shukriya.
Q: Mere shaadi hone aata mere husband ziyada sochte aur unko depression hai uske tablet lete kbhi kbhi namaz mai tho chukte hi nai namazi hone ke liye kya padhna bataye aur hume aulaad nai huwe abhi tk us ke liye bhi kuch bataye aur unko gussa na aaye depression chle jane ke liye dua bataye choti baat par depressed he.
Q: Mere abhi new job lage han company main. Aap muje aisa tareeka bata dey jis se mere job chalte rahe muje job se faeik nahi kare koye.
Q: Mere abbu ghar me gussa aur gaali dete hai aur ammi se nafrat zahir karte he. Unka kise se chakkar bhi chalra he shayad. Please koi acha wazifa bataaie.
Q: Main boot upset hu. Meri life main bohot sary problem hain. Meri shaahdi Hoi ha. Bohot sary femly problem hain. Mere husband muj pe bhot gusa karty hain. Koi baat nhi manty. Har baat ka muje blame karty hain. Main bardast kar kar ke thak gai hu. Bhot saber karti hu main. Please muje koi wazifa bata dy.
Q: Me ye kehna chahta hu ke me pehle namaaz ka paband tha but aab pata nahi aisa kya hua jo mera namaaz padhne ka man hi nahi karta to kya eski koi Dua he jo me pehle jesa ho jau please.
Q: Mera chaar saal ka beta hai jis ne achanak hi baat krtey huay haklana shuru kr dia hai.pehley bilkul sahi baat krta tha lekin ab boht ziada hakalahat k saath baat krta hai. Doctors ko b dikhaya hai to sub results normal hain. Plz aap mujeh koi wazeefa bata den jis se us ki haklahat khatam ho jay. Mei boht pareshaan hoon. Allah Pak aap ko jaza e khair Atta farmaye. Ameen