Jis kapre par mani lag gayee us se namaaz parhna
Q: Agar biwi se pyaar karte huwe mani ke katre kapro par lag gayi to kia karna chhiye. Kiya us ke baad unhi kapro me wudhu kar ke namaaz parh sakte he aur is masla ka agar koi hal ho to bata de?
Q: Agar biwi se pyaar karte huwe mani ke katre kapro par lag gayi to kia karna chhiye. Kiya us ke baad unhi kapro me wudhu kar ke namaaz parh sakte he aur is masla ka agar koi hal ho to bata de?
Q: Kiya bistar ya sofa ko taik laga kar baithne se wudhu toot jata he?
Q: Chamre ke mowze par masah karne se wazu ho jata he? Agar humne chamre ke mowze ke andar cotton socks bhi pehn rakhe hon to bhi kya masah karne se wadhu ho jata he?
Q: Kia gali deny sy wuzu toot jata hy?
Q: Kaafir ka paseena paak he ya napaak or agar uske bheege kapre mere kapre me lage to kya mere kapre napaak ho jaenge?
Q:
1. Azaan ke waqt baitul khala me jasakta he ya nahi?
2. Maghrib ki azaano ke waqt agar baitul khala jana ho to azaan ke baad jana chahiye ya azaan hote waqt chale jaye or agar azaan ke baad gaye phir wudhu karke namaaz padhne gaye to namaz ki rakate nikal jaegi to is soorat-e-haal me kya karna chahiye?
Q: Ghusal e janabat kitni jaldi kiya jaye, agar ghar ke kaam kar ke baad me kare to kya gunaah hota he?
Q: Agr napaak hath se nal ko choo liya to agar haath me paani bhar ke nal ke upar daalne se nal paak ho jayega ya phir teen baar dhona or qatre tapkna band ho jaye isse dhona parega?
Q: Agar koi chaadar najis ho jaye to agar usko tub me dala or paani daala fir paani phenk0 kar dobara tub me paani dala or chadar dali phir usko nichor dhiya to paak ho jayegi ya nahi?
Q: Agar jinsi khiyaalaat se discharge ho lekin lazzat mahsoos na ho sirf discharge ho to kya ghusal wajib he?