Lazzat ke beghair discharge nikalna
Q: Agar jinsi khiyaalaat se discharge ho lekin lazzat mahsoos na ho sirf discharge ho to kya ghusal wajib he?
Q: Agar jinsi khiyaalaat se discharge ho lekin lazzat mahsoos na ho sirf discharge ho to kya ghusal wajib he?
Q:
1. Agar kisi ne napaak paani se ghusal kiya to jab wo dobaara ghusal karega to wo kis ihtiyaat se ghusal kare kyunke ab wo pura napaak ho gaya?
2. Agar sabun napak ho jaye to badalna parega ya behte paani me dhole?
3. Agar hum joote ko bheege kapde se ponchle to paak ho jayega ya phir paani se dhona hoga or kya teen baar ponchna zuroori he ya ek do bar ponchle?
Q:
1. Agr kisi ko peshaab ke bad istinja ke bad sharmgaah se qatre nikle to wo paak hogi ya napak?
2. Aur aysa tab ho jab kisi ko urinary tract infection ho lekin chota infection ho?
3. Aur agar wo isi haalat me namaz parta raha to kya namaaz hogi ya nahi?
4. Aur ghusal karne pe eysa baar baar mahsoos ho to kya ghusal hoga ya nahi?
5. Aur agar koi basin ki tanki napaak hojaye to paak kaise kare kya tanki ko pani se dhone ke bad intizaar karna parega boonde tapkne band ho jane ki ya ayse hi paani se dho le?
Q: Mera swaal he kya najis kapre ko paak karne ke liye nichorna zuroori he? Bina nichore kapre paak ne honge kya? Aur shar'ee tareeke se dhona zuroori he ya phir sirf pani se dhona hi kaafi he or paak ho jayega? Chahe tub me dhoya ho ya nalke ke neeche lekin kapra nichora na ho to paak na hoga
Q: Mera sawaal he ke jis cheez ko nichor nahi skate jaise musalla to kya usko lote me paani bhar ke uspe achhi tarah se bhade ayk do baar paak ho jayega ya pir usko teeno baar dhona or teeno baar qatre tipakna band ho jaye is se intizaar karke dhona parega? Aur agar baalti napaak ho jaye to kya usko hath se paani charo taraf daal de or baalti ko hatho se per ke paani se dho lene se paak ho jayegi ya phir poori baalti me paani bhar ke phenkna zuroori he? Or lote ko bhi ayse hi dhole ya usko bhi paani bharke phenkna zuroori he?
Q: Chote peshaab ki pareshaani he jism paak nahi rehta namaaz kis tarah parhi jaye?
Q: Agar hum koi naapak kapra nowkar se dhulwate he to kya wo paak ho jayega?
Q:
1. Agar gusul karne k baad shaq ho k ghusal huwa he ya nahi to kya maamla hoga?
2. Ghusul me wudhu karna zaroori he ya sirf naha kar paak hojaye aur uske baad wudhu karle?
Q: Agar ek shohar ma'zoor ho haat se to usko biwi nehla sakti he beghair kapron ki.
Q: Agar peshaab ke kapro ko tub me surf daal kar bhigoya phir wo surf ka paani pheka phir naya paani daal kar kapra bhigoya eyse do baar kiya phir nal ke neeche pani se dhoya phir teen baar nichora paak ho jaega ya nahi? Kisi ne kaha ke wo kapra tub me daalne se naya paani napaak ho jayega. Hum ko treeqa pata nahi tha is liye aysa dhoya ab me kaya karu? Dobaara dhoyu? Me bohot pareshaan hu kapre paak karne ke treeke ke video dekh kar usme alag treeqa he. Baraaye meherbaani jaldi jawaab de.