Ghusal me patti par masah karna
Q: Hath toota ho mukammal patti me ho aur ghusal bhi waajib, kiya karo? Tayammum jaaiz he?
Q: Hath toota ho mukammal patti me ho aur ghusal bhi waajib, kiya karo? Tayammum jaaiz he?
Q: Agar kapron par peshaab ya raaste par chalte huwe paani ke cheente lag jaye. Magar sookhne ke bad wo cheente nazar ne aaye to keyse paak kare kapre ko daftar me to kapre paani me bhigo nahi sakte. Kiya kya jaye?
Q: Me ne ayk hadees me parhi ho ke wudhu karte waqt paani ke qatre agar badan pe aaye to wudhu makrooh ho jata he. Lekin wudhu karte waqt thore paani ke qatre to aahi jate he. Aap baraaye meherbaani saheeh tareeqa bataa dijiye.
Q: Agar kisi ko leucorrhea (safed paani) ki bimari he to wo namaaz kayse aada kare?
Q: Me jab naya wudhu karti hoon mujhe lagta he ke mera wudhu theek tareeqe se nahi huwa ya to wo toot gaya he aur me dobaara wudhu karti hoon. Baar baar wudhu karti hoon. Namaaz parne ke liye jab bhi khari hoti hoon to aisa lagta he ke mera wudhu toot chuka he. Me kya karoo?
Q: Agar koi aurat mubaashrat karne ke baad gusal karti hy isky baad mani jo ke mard ke uske farj me thi usky qatry niklty he tou kya usko dobaara ghusal karna pre ga?
Q: Agr kapre pe mazi lagi ho aur us kapre ko teen baar dho liya jay phir sookhne ke bad us pe mazi ka nishaan baaqi reh jaaye to kya kapra paak ho jayega?
Q: Mera sawal ye he ke jab bhi me sink/basin se haath dhota hu to kuch cheente kapron par aajati he, jis jagah cheente aate he me jab us jaga ko geela hath kar ke paak karta hun to is hath se paani ke kuch katre kapron par gir jaate he to kya mere kapre najis ho jate he?
Q:
1. Me aksar khuli jaga me istinja kerta hoon jis say kabhi kabhi peshab ke halke cheente urte hain jo ke nuqtah ki tarah hote he kapron par. Is me napaaki aur paaki ka kya hukm he?
2. Mazeed ye he ke kitni miqdaar peshaab ki kapron ko napaak kar deti he?
Q: Kiya wudhu ke liye sar par dupatta lena farz he? Sar pe dupatta orhay baghair wuzu nahi hota kiya? Lekin ghusl ke doran jab wudhu kiya jata he ta to sar pe dupatta nahi hota. Baraaye meherbaani rehnumaai farmaaye.