Aqeeda

Meelaad

Q: Mera sawal hai

1- Kya ham jasne Eid Miladunabi mana sakte hain?

2-Kya Nabi (Sallallahu Alayhi Wasallam) ku ilme gaib tha? hawala dekar bataye.

3-Kya ham Kisi Wali ke wasile se madad talab kar sakte hain?

4-Deobandi mazhab ka Aqaid kaisa hai?

5-Kya ap Alahazrat ku mante hain?

Tawbah karna owr Islam me phir daakhil hona

س: مجھے یہ سوال پوچھنا تھا کہ جب انسان نے اللہ کو گالی اور نبی ص کی شان میں توہین کی ہو یا معاذ اللہ گالی دی ہو۔ اور ایسا وہ کئی بار کر چکا ہو اور احساس ہونے پر تائب ہو جائے ۔۔۔۔ اور اس کا معاملہ عدالت تک نہ پہنچا ہو۔۔۔اور اس بات کا علم صرف دوست اور گھر کے افراد جن کو اس نے مسئلے کا حل تلاش کرنے کے لئے بتایا ہے صرف انہیں علم ہے۔۔۔۔۔ یا سکالرز کو جن سے مسئلہ پوچھا ہے وہ جانتے ہیں ۔۔۔ تو اس صورتحال میں اس انسان کی کیا حیثیت ہے یعنی مسلمان ہے وہ یا نہیں ؟؟؟ اور دوسرا سوال کہ وہ لڑکی نکاح کرے تو نکاح کی شرعی حیثیت کیا ہوگی ؟؟؟ نکاح ہو جائے گا یا نہیں ؟؟؟ براہ مہربانی دونوں سوالوں کا جواب دیجیئے گا جو بھی میری اس معاملے میں راہنمائی فرمائے اللہ اسے جزائے خیر دیں گے ان شاءاللہ والسلام علیکم

Aysee kitaabo ku ne dekhna jis se imaan ka khatrah ho

Q: Mein ajmer se hu. Mera ek sawaal hai bhai kya aap iska jawabi mufti se hasil karke mujhe batadenge. Mere sawaal hai ki mein abhi bachelor of arts part 1st ke exam dene wala hun to unske syllabus mein ye courses include hai foundation of indian culture, history of india upto 1200 ad in books ke jo content hai ussme ramayana Mahabharta purnas hindu culture ke baare me de rakha hai. Ab mujhe shak ho raha agr me books jankari lunga to mujhe dar hai me mushrik na ho jau or orkoi gunnah na kar baithu bhai ho ske to repply jaldi ki jiye ga Agr answer daleel ke sath milja to acha hota.

Waswasah aur kathrat-e-auhaam ki wajah se zabaan se kuch ghalati nikalna

Q: Ager aik aurt jo ka wehem our wesasyy ki mareez ho weswasa any pur os ka monh sa Allah ke bary ma naous billah gali nikal jay asa os sa shadi sa phly aik bar our aik bar shadi ka bad asi gulty ho jay osi aurt sa ya gulti ho jay kh wah shitan ko gali da rahi ho our bura keh rahi ho our allah ka bary ma keh reh ho allah pak our raheem ha lakin tention ma olt nikel jay yani jo shitan ko keh rahe thi woh nikak jay os ka liay kia hukum ha is bat ko 15 sall ho ga han lakin mujay ab malom hua ha is terh iman our nikha fased ho jata ha pahly maray demag ma tha kh muj sa gultea shitan ko khany lagi the to huni han 15 sall sa ya hi zahen ma tha lakin ab achanik khial a ga ka ma na jan bhuj ker sub khah ha mujy ajj kul ya bimari ho gae ha jo kheal ata ha ma na asy kheh dea ha ya ma na falna kam ker lia ha to mujay puka yakeen ho jataasa he ha chahy asa hua ho ya nahi asel hakeket bul kul zahen sa nikel jata ha asal mesla kya bhe ya hi halet ha asel ma muj sa ya gulteana kasy huny lakin mujay itna pata ha lekin keh jis wuket ya sub hua mary dil ma kufer ka koi khial nahi tha mara jub sa mujay sumj aie ha mara Allah our piary Nabi Muhumed sull allah alhy asem par pukhta yakeen ha ma numaz rozay ki pawnd hun darud shareef tusbh kusrut sa purty hun allah ka khof dil ma buhut ha bus buranu sa buchny ki koshish ma ya sub weswasy aty han ma gunah sa pak zindgi guzarna chahty hun lakin mujay otnay hi wehem zeada aty ha kabhy lugta ha kheh ma na yah gulty ker de thy khas ker ebadet ma yani umray kerty wuket hujj kerty huy chahy us gulty ka wajod ho ya na mujy yakeen ho jata asa hi ha mara sub batany ka muksud ya ha ap mujy gaid kareny ta ka ma bhutuk na janu. Please mujay batany ka ju muj sa gult alfaz nikly han on sa mary nikha our iman tu fased nahi ho ga kgas krr nikha ka bary ma ma bary paryshan hun tejdey iman to ma bar bar kurty hun. Please mujay mary iman our nikah ka bary ma batany aik bohut paryshan bhen ki iltaja ha.

Be asal owr be bunyaad cheeze

Q: Mera sawaal ye hi ke aaj bhi is duniya me kuch galat tariqe riwaz hogaya hi jaise billi cat samne se chala gaya to age nahi jana, ghar se nikle ti o time achcha nahi bolte, nikha tuesday ya saturday accha nahi bolte, darwaja ke dehleej par nahi baitna bolte, khali ghada ghar par nahi rehna bolte aur mahine me 3 aqrab hi bolte. Is ke bare me quran aur hades se toda detail se batayiye.

Gore lowgo

Q: Mera imaan bara kamjoor he. Me har baat me Islam ki sachayi pe shak karta, Allah Ta'lah muje maaf kare mera sawal yeh he ke

1. Muje in gore logo (white people,white skin) ke baare me jaan na he, kya hadith aur qur'an me inka zikar kiya gaya he, yaa hamare bahot saare nabi yo me se koi ek gora tha?

2. Islam dharam sab ke liye he, kya yeh gore lowg bhi prophet adam ki bache he?