Zaeef Hadith par amal karna
Q: Kya zaeef hadees par bhi amal ho sakta hai?
Q: Kya zaeef hadees par bhi amal ho sakta hai?
Q: Kia ye hadees sahi hai? Hazrat Muhammad salalaho alaihi walihi wasalam ne farmaya: Jo shakhs ghar ke kaamon mai apni biwi ki madad kary ghar ka kaam kary to Allah Ta'ala shohar ko 1 saal ki ibadat ka sawab deta hai. Bahawala: Baharij 13 page 133 wajamalakhbaris page 102
Q: Kia ye hadees sahi hy? Agar sahi hy to kitaab ka hawala inayat farmaain, shukria.
Aap salalaho alaihi wasalam ne farmaya: jis ne wazu karne sy pehly kalimah parh lia Allah wazu ke har qatry par ek farishta khara kr dega jo qayamat tk kalimah parhta rahy ga jis ka sawab kalimah parhny waly ko or sub ko btany waly ko milta rahy ga.
Q: My Musalman gharane se hu mujhe kisi aik shakhs ne pucha ke kya sahi hadees se hawaala desakte ho tum ke (5) namaazon main kitne rakatain hay kya nabi sallallahu Alaihiwasallam ne tarteeb se bataya hay kya. Please help me Mufti sahab.
Q: Kia ye hadees sahi hy?
Anas (Radhiyallahu Anhu) sy riwayat hy k ek shaks ne pocha ya Rasool Allah (Sallallaho Alaihi Wasalam) mera baap kahan hy aap ne farmaya dozakh mai. Jab wo peth mor kr chala to aap ne is ko bolwaya or farmaya k mera baap or tera baap dono jahanum mai hain. Saheeh Muslim, jild 1, hadees #500 baab: jo shakhs kufr pr mary wo jahanum mai jay ga.
Q: Zaeef hadees kiya hoti hai or pta karne k usool o qawaid kiya h?
Q: Dhaeef hadees ke deen mai kia haiseeyat hain?
Q: Agar koi na danistagi men koi aisi baat mansoob karde hadees se jo hadees me na ho, to us per Allah se maafi miljati he kia?
Q: Kia aisi koi hadees he keh agar kisi ke paas uska musalman bhai aye aur woh usko maaf ne kare to aab-e-kausar peene hazoor salallaho alaihe wassalam ke paas na jaye mafhoom he.
Q:
1. Kia Sahih bukhari aur Sahih muslim ki tarah Sahih ibne Khuzaima aur Sahih ibne Hibban ki bhi sari Hadith sahih hain?
2. Sahih ibne Khuzaima aur Sahih ibne Hibban mein se koun se book zyada sahih hay?