Khawind ke ghar me iddat guzaarna
Q: Khawind ki wafaat ke baad kiya aurat apni iddat khawind ke ghar puri kare jab ke wahaa uska koi mahram na ho? combine family home me rehte hu?
Q: Khawind ki wafaat ke baad kiya aurat apni iddat khawind ke ghar puri kare jab ke wahaa uska koi mahram na ho? combine family home me rehte hu?
Q: Ayk bhai ke liye dosre bhai ki bivi mahram he ya na mahram?
Q: Cousin ko dekh sakte he? Cousin mahram he ya na mahram?
Q: Mera beta feb 2 saal ka hojae ga aur me ne ussy 23 dec ko dodh churwadiya taa ke wo khana waghaira se khae lekin ab muje baar baar ehsaas horha ke kahi ye gunaah to nahi. Do saal se pehle doodh churwa de rehnumae farmae. Agar aisi baat he to me dobaara usko doodh shuru karwa do.
Q: Agar orat dorane iddat usi shor say jis nay talaq di mubasrat kar le to kya iddat may koi farq phare ga ho gi or wo halle ke bad usi shor say dobara nikaah karna chati ho?
Q:
1. Kiya aurat periods ki haalat me shumari par tasbih parh kar sakti he?
2. Kiya aurat shumari ko hath laga sakti he?
Q: Bewa ki iddat khatm karne ka saheeh tareeqah kiya he? Iddat khatam hone ke baad kiya karna chahiye?
Q: Me girls college me teacher hu lekin waha staff me male teachers bhi he to parda karna na mumkin he. Kya waha bhi parda farz he? Agar ha to kaise kiya ja sakta he?.
س: شادی کے دوران بیوی حیض سے ہے تو کیا سیکس کرسکتے ہیں یا اسکے دن پورے ہونے کے بعد سیکس کریں اور اگر حیض روکنے کی دوا لے تو اسکے کیا اثرات ہونگے
Q: Ek talaq dene ke baad biwi ko saat me iddat tak ek hi ghar pe rakhna chahiye na?