Na mahram larki ko hug karna
Q: Agar koi na-mahram larka na-mahram larki ko tandhi jaga le jae. Baghair nikah k or tandh lag ri ho or hug kar le k garam ho jaye tu ye zina hai k haram?
Q: Agar koi na-mahram larka na-mahram larki ko tandhi jaga le jae. Baghair nikah k or tandh lag ri ho or hug kar le k garam ho jaye tu ye zina hai k haram?
Q: Haiz k dinon main ager shohar apni biwi k sath laitay aur us k sath boss o kinar bhi karay. jism par kapray hona k bawajod woh farigh ho jie aur ab yad bhi na ho k exact kon si jaga par ragar ki wajah sa kharij howa hai. tou us surat main kia kiya jie.
Q: Mera musla ya ha mujay haiz (menses) 7 ya 8 den atay hain lakin es bar den zeada ho gay mein na tukrebun 12 ya 13 den bad gusul ker leya owr numaz perhnay lagi owr gusul ka panjwein (5) ya chatay (6) den mein na umrah kia es doran mujay liquid ka sath hulki se bleeding kisi wequt ho jati thi kia mera umra sahi ha muj per koi gunah ya kufrah to nahi. owr mein na jo namazein owr naful kahna kabah owe musjed nubvi mein adda keay sahi hein muj per koi guna to nahi
Q: Mujhe basa auqaat aisa discharge nikalta hai jise ghaur se dekhne par hi maloom hota hai ke ye bahut halka sa peela hai, yaane mai agar sarsari dekhloo aur zyaada ghaur o fikr na karoo to wo safed ya transparent hi dikhta hai.
1. To mujhe is discharge ko safed shumar karna chahie ya peela?
2. Mujhe bleeding bhi hoti hai to phir chunke ye discharge bhi hota hai to phir haiz shumar kise karna chahie?
Q: Mein umra kernay gayi mery haiz (menses) ka den 7 ya 8 houtay hein lakin is bar mujay kuch khrabi ki waja sa zeada din date ayi mein na barwein (12) den gusul ker ka namaz perh li mein na Wednesday ko gusul kia or Monday ko umra kia es doran mujay dischaj ka sath hulka sa blood kisi wequt ho jata tha
1. Mujay pochna ha ka es halut mein mera umra sahi ha muj per koi kafarah to nahi
2. Aur jo mein na Musjid Nabi aur Haram Makkah mein namaz aur naful adda ki sahi ha muj per koi gunah to nahi
Q: Meri 6 weeks ki pregnancy thi aur baby ki heartbeat ny honi ki wajah sey abortion kardiye toh mai kitnay din kay baad ghusal karkay namaz pad saktiu?
Q: Mera pehla baby hai. Mai nifaas me hu. Mujhe 20 din me nifaas stop hua phir 39 ve din me mujhe haiz aagaya... maine 40 days me nifas ka ghusl karna tha ab uske ek din pehle haiz aagaya jab ke nifaas ka ghusl nahi utra... ab kya hukm hai?
Q: Wife per mubashrat ki waja se gusal farz ho to Kia babi ko dood palla sakti hai
Q: Meri ammi ki iddat 4month 10din ke bad khtam ho jayegi aur iske bad mere cousin ki shadi hai to kya wo uski shadi me shamil ho sakti hain aur job kar skti hain? Kuch logon ne humse kaha k iddat ke 1sal bad hi karein kuch?
Q: Haiz k doran use hony walay kpry use k bd phenkna ya jalana kesa hy... kch aurto ka kehna h k jalana ya phenkna jaiz nh h...shariat men is ki koe hqeeqat hy?