Nafil rowza towrna
Q: Teen saal pehle mene ayk rowza tora tha. Us ka kafaara kaise adaa karo?
Q: Teen saal pehle mene ayk rowza tora tha. Us ka kafaara kaise adaa karo?
Q: Allah maaf kare mere gunaah ko me ne biwi ke saath humbistari nahi ki thi na hi us ki kahi haath lagaya tha sirf bosa liya tha. Faarigh hone ka matlab mere nafs se mani khaarij ho gayi jeyse ihtlaam se ho jati he bus aur kuch bhi nahi huwa. Meher baani kar ke muje ko tasalli bakhsh jawaab de.
Q: Mera sawaal he ke agar me ne mannat maangi he ke mera kaam hoga to me rowza rakhoonga or mera kaam ho gaya to me rowza kya ramdhaan me rakh sakti hu mannat ka to kya ramadhaan me to rowza farz he to kya mannat ka bhi niyyat kar ke rakh sakte ya sirf ramdhaan ki niyyat hogi?
Q: Me do mahine se haamila hu aur mera BP bohot ziyaada rehta he. So agar mujh se ramadhaan ke kuch roze choot jaye to is ka kya kaffaara hoga?
Q: Ayk ramadhaan ka roza jo chor diya us ki qaza kya hogi?
Q: Me ne fitra dene ke baad maloom huwa jisko me fitra diya tha wo ghair muslim he. Kya mera sadqa e fitar qubool hogaya?
Q: Me aapse poochna chahti hu ke kya no, das muharram ka rowza rakhna saheed he? Shab-e-ma'raaj ki raat nafil ada kar sakte he? Kya nafil ada karna biddat he?
Q: Mera sawaal ye he ke agar mein roza rakhta hu, phir me roze ki haalat me namaaz parhta hu, aur namaaz ki haalat me mujhe rona aata h, is ki wajah se mera roza makrooh ho jayega kya?
Q: Meri umar 31 ki hai. Mere walid ne bachpan se lekar jab main bara hua tab tak mera sadqa e fitr nahi diya. Kya main wo sara sadqa e fitr ab ek sath adaa kar sakta hoon. Ayk admi ko kitna sadqa e fitr aada karna chaheye?
Q: Kya Islam me roze ki haalat me humbistari ya biwi se milne ki ijaazat he?