Rowze ki haalat me mazi nikalna
Q: Mera sawaal aapse ye he ke agar jinsi baat ki jaye ya suni, parhi jaye us se jo safed discharge khaarij hota he (jab ke jism may koi harkat mahsus na huwi ho, istaadah na huwa ho bus discharge ho to aysi haalat me kya ghusal farz ho jayega? Aur agar roze ki haalat me aisa ho tu kya ahkaam he roza totjayega ya foran ghusal karliya jaye to roze par asar nahi hoga?