Wada torne ka kaffarah dene ke baad us kaam ko dobara karna
Q: Agar Allah se wada kar ke tor diya aur uska kaffara ada kar diya to kiya phir wo kaam dobara kar sakte he ya nahi?
Q: Agar Allah se wada kar ke tor diya aur uska kaffara ada kar diya to kiya phir wo kaam dobara kar sakte he ya nahi?
Q: Me ne ma ki qasam khayi ke cigarette chorna lekin dost ka dene se mene pi liya. To ab kiya kare?
Q: Agar koi aap se zabardasti Quran ki kasam khilwaye ke aaj ke bad ye kaam nahi karna jab ke samne wala insan kasam khane ke liye taiyyar na ho or kasam kha ke wo bat ni karna chah raha ho phir bhi usko majbur kar ke Quran ki kasam khilwayi jaye to kiya us kasam pe amal karna zaroori hoga? Kyun ke mujhe har choti bat pe Quran ki kasam khilwai jati ha zabardasti un baton pe jis pe me amal ni karsakti pabandi se.
Q: Agar hum dua mein kuch aisa maangte hai k ye cheez mai karungi ya na karungi tujhse waada karti hoon Allah, aur hum wo phir us waade per atal nahi reh sake to hume kya karna chahiye aur iska kiya kaffara ada karna chahiye?
Q: Mene ek picture delete kari thi apne mobile se to uspe mere fiance ne mujhse pucha ke kia tumne koi picture delete ki thi apne mobile se to mene uspe Quran ki qasam kha li ke ni mene kuch bi delete nahi kia. Phir qasam khate hue mujhe ye baat yaad nahi rahi ke mene eik picture delete ki thi qasam khate huwe ye baat mere zehan se hi nikal gai or mujhe baad me ye baat yaad aayi aur ab mujhe bohot ghabrahat hora hi hai. Iska koi hal bataen k ab me kia karun jisse mera bojh halka hosake?
Q: Agr nikah se pehle talaaq kisee ahad par mashroot kiya jaye masalan agar mai ne aaj ke ba'd smoking ki to main jis se shaadi karo wo mujh par 3 baar talaaq hogi ab agar wo smoking kare to talaq to hojayega?
Q: Agar ye manat maani he ke mera falan kaam hojae tho mai ye specific angooti Allah ke naam per de dun ga. Tho pir iss angutee ko as it is self dena hoga ya iss ko baich kar iss ke pasay bee daisakty hain?
Q: Agr main ye kaho ky agr main ny 2 month tak mushtzani ke to main jis sy shadi karo wo muj pr 3 bar talaq. Ab agr main moshtzani karo to agr main shadi karo to talaq hojayge ya nahi?
Q:
1. Maine nafal prh kr dua main Allah Paak ki kasam khai thi k ye gunaah nhi krunga aur us par pura nhi utar paa rha mushkil horha hy to is halat main kia kafara hy?
2. Aur aik bar Allah Paak ki kasam khai ya bar bar khai ho kafara aik hi dafa de skty hyn sab ka?
Q: Agr koi Quran aur Ahl-e-Bayt ki qasm khataa hai tu kia wo kasm ho ge aur kia us kasm ka kafara ho ga?