Asher naam rakhna
Q: Sir mara sawal ye hai ke Asher naam rakna kaisa hai?
Q: Sir mara sawal ye hai ke Asher naam rakna kaisa hai?
Q: Mara sawal ye hai ke bache ka naam "Azaan" rakna teek hai ya nahi?
Q: Allah ne mujhe beti se nawaza hai ab maine os ka naam Hareem pasand keya hai lekin mere tableghi dost ne kaha hai ke ye naam sahi nahi koi aur naam rakh lay to es lye maine apse rajooh keya hai ke kia mai ye naam rakh sakta ho? agar nahi to pir mujhe acha sa naam tajweej farmaye.
Q: Maine apne bety ka name Muhammad Aariz rakha hai kia ye name sahi hai or Quranic name hai ye?
Q: Sirf Muhammad name rkha ja sakta hai?
Q: 'Minsa' naam ke baare me maloomat karna tha. Meri beti ke lea acha naam bataye na.
Q: My merey bachey naam Shabaz rakha hun, hamarey mufti saab ney naam badalney ko kaha hai. kya ek acha naam bol saktey hin, starting with letter "A" and "H".
Q: Yeh janna chahta hoon ke kiya "Raahim" naam rakha jaa sakta hai ya nahi. Kioon ke meri naqis maloomat ke mutabiq Raahim to "Rehem karney wale" se nikla hai aur Rehem karney wala "Raheem" sirf Allah hai.
Q: Muhammad Arham Tarique naam rakhna chahye? Aur iska meaning kiya hai?
Q: Mere ghar beti paida hoi hai meri mother uska name jannat rakhna chati hai. Kia hum jannat name rakh saktey hai Q ke jannattul firdous hota hai aur mera name owais hai to yeh jannat owais hoga. Jannat aik bohat hi ala jaggah hai.