Published 6 years ago
Last updated 6 years ago
Q: Kya apne sone ki zaqat aurat ko khud kama kr ada karni hoti hai ya uske sone ki zaqat uske shauhar ko hi dena wajib hai?
A: Agar biwi shohar ku ijaazat de apni zakaat ada karne ke liye to shohar apne paise se biwi ki taraf se ada karsakte he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by:
Checked & Approved: