Tijaarat aur us ke mutalliq masaail

Tiens company

Q: Mene apko china ki compny tiens ke bare me sawal kya tha. Please btain agar ye jaiz hai or agr najaiz hai to kis bina pe esko najaiz kaha jata hai owr es company ka knsa tariqa aesa hai jis se yeh kaam na jaiz qarar diya ja raha hai plz mje detail m btain plz.

Web hosting karna

Q: Hum basically customer ku Web Hosting service or web server online or offline provide karte he. Kya ye service provide karna jaiz he ya nahi? Kyuke baz martaba hame pata nahi hota ke customer usko permissible way me use karte he ya impermissible way me to kya esa business sahi he aur hamari income halaal hogi?

Army me job karna

Q: Mein Indain Army mein job karaha houn, mera uthna bethna khana peena sub kuch non muslims ke sath hai, magar mein namaz aur neek kamoun ka paband houn aur unke tor tarekun se bilkul dur rehta houn. Kya mein haram tu nahi kamaraha houn?

Network marketing

Q: Network marketings ke kaam Islam mei haram hai ya halaal? Kyun keh harr network marketing ka oosool hai keh aadmi talash kar na hota hai. Aadmi mil ne ki wajah se commision milta hai. Aap sab mere khayal se QNET naam ka network marketing company ko zaroor jaan tae hogae jo kay mulkon me mashoor hai.