Mutafarriqaat

Dowsre mulaazimo ke saat kaam ke lia jaana company ke gaari me

Q: Mera question ye he k me yahan site pe job karta hon or me environment department me hon. Mere sath koi gari mukhtis nahi he. Jab dosre department ke log yani civil wale ya mechanical wale site pe jaate hain, me bhi unk sath chala jata hon unki gaari pe. Garian sari project ki hain. Kisi ki zaati gari nahi he or agar koi gari wapis aarahi ho to usk sath lift le kr ajata hon wapis? Me site pe official kam k lie jata hon, apne zati kam k lie nai jata, mera aesa krna sawab he na k me apne kam k sath mukhlis hon, halamke mje gari b nai mili,me phir b dosron k sath ja kr check krta hon apna kam,icme shari tor pe koi kabahat to nai he na?

Taweez

Q: Mera teen question he.

1. Kia jadu ka ilaje hum taweez or qurani wazifa ksa kr sakta hea? Kia ya taweez or wazifa quran or sunat sa saabit he?

2. Kia hum jayz kam ka lea taweez or wazifa ka istmal kar sakta hea? Kisi se shaadi karni ho.. karobar ya job ka lea.. njayz dosti larka or larki ma khtam krna la lea.. ya ksi or bhtr kam ka lea jis sa ksi ko nuqsan na ho?

3. Jaado ur taweez ka tor ka lea kea kea jaye. Kia kisi ghair muslim se bi help le sakta he? In sab suwaalo ka jawaab quran or sunat ke mutabik hadith ka hawaala de kar dia?

Kisi ka ihsaan lena

Q: I want to ask that kisi ka ehsaan lena kesa amal he or na lena kesa amal he jis par kisi ka ehsaan ho us ko farz he ke wo ehsaan utar de agar na utaray to ye amal kesa he. Jo kisi ka ehsaan nahi rakhta or chuka deta h ye Allah ke nazdeek kesa amal h or jo leta rehta he chukata nahi he ye Allah ke nazdeek kesa amal he?

Caste system

Q: Mujhe apna aik confusion dour karna hai ke islam mein caste ki kya importance hai? Mein boht confused hun kyun kuch log kehtay hen ke sab muslim hi hen zaat wgera se frq nae prta lekn ye bhe Quran Majeed mein hy ke "hm ne tumhen firqon mein tfreek kr dia taa k tmhari pehchan ho skay" mjy plz bta den k fiqay or zaat mein kya frq hy?

Jaandaar cheezo ki tasweer

Q: Camera se banai gai tasweer or video ke gunah honay ke pichay ki logic he or ye kahan se sabit he ke camera se banai gai video and pictures gunaah he? Bohat saray mutaqi ulma bhi to atay he tv ma jo har gunah se bachtay hn log un ki waja se bhi ye sab jayez samjtay hn.