Paani ne hone ki wajah se tayammum karna
Q: Agar ihtilaam ho jaye aur ghusal ke liye paani mawjood ne ho, to kiya karna chahia? Aise me khana peena aur ahkam illaahi sunna kaisa he? Please meri rehnumaai farmaye. Jazak Allah.
Q: Agar ihtilaam ho jaye aur ghusal ke liye paani mawjood ne ho, to kiya karna chahia? Aise me khana peena aur ahkam illaahi sunna kaisa he? Please meri rehnumaai farmaye. Jazak Allah.
Q: Main jab mobile par fuhsh filme dekh raha tha internet me to mujhe aisa mahsoos huwa ke mere peshaab ke raaste se kuch khaarij hone wala he thori der baad bohot tezi se kuch paani peshaab ke raste se nikal gayi ye kya ghabrane wali baat he.
Q: Mazi ki pareshaani he teen - chaar saal se. Jab bhi koi film ya kuch bhi dekhta hoo to mazi aa jata he. Dawa bhi kha ke dekh chuke he koi faida nahi hota he. Koi illaaj bataye.
Q: Mera sawal ye he ke agar foam mattress par najis (mani) lag jaye ihtilaam ki waja se tu us ko keyse paak kia jaye?
Q: Mere sawaal ye he ke peshaab baitkar paani se dhokar agar peshaab ka qatra girne ka dar ho too sharmga ke pass tissue paper raksakta he yani peshaab ka qatra na gire kapron par?
Q: Kia das Muharram ku ghusal karna jaaiz he?
Q: Napaak hojane ke bad farz ghusal ka tareeqa batadijie shariat ke tareeqe se?
Q: Agar mujhe mazi aur hasb-e-dustoor discharge me farq karna ho to me kaise kar sakti hun?
Q: Agar ayk shaks mushtzani karta he or uske kapre shalwaar napaak hojati he phir wo farz ghusal karke paak hojata he lekin usne shalwaar ko paak nahi kiya he. Agar wo dobaara wohi napaak shalwaar pehnega to kiya wo dobaara napaak hojaega ya wo paak rahega kynke wo paak hochuka he farz ghusal karke.
Q: Samandar ke kinaare me lowg jate he tafreeh karte he owr nahate bi he. Agar kisi ko peshaab ajae or wo us pani me peshaab karde:
1. Kiya samandar ka paani napaak hojaega?
2. Jis shaks ne peshsaab kiya he kyn ke uski majboori thi to kiya wo shaks napaak hojaega kyn ke wo peshaab uske kapron pe lagega n aaspaas ke jo log honge uske saath wo bi napaak honge kia?