Shaadi

Nikaah ke bad ruhksati lena

Q: Meri biwi ki abhi rukhsati nahi huwi he mere sath lekin woh bohat israr kar rahi he keh ya to apne sath Saudi Arab le jao warna rukhsati nahi milegi. Haq mehr muajjal sab ada kar chuka hun. Me Saudi Arab ke mehnge mahol me nahi lasakta hu to kiya rukhsati bhi le nahi sakta?

Jahez ka mutaalaba karna

Q: Meri jis jaha mangni huwi he wo mere relative he aur wo ghareeb ke he. Woh meri double couzin he lekin meri walida un se jahez ka mutalaba kar rahe he. Mene apne ghar walo ko roka he lekin wo nahi rukte. Kiya me apni hone wali biwi ka jahez khud se bana sakta hu jis se meri walida bhi khush ho jaye or mujh pe koi gunaah bhi na ho?

Zina ke ba'd aurat ki ma, baiti ya behen se shaadi karna

Q:

1. Aik mard agar aik aurat se zina karta he to kia wo mard us aurat ki baiti se shadi kar sakta he?

2. Aik mard agar aik aurat se zina karta he to kia wo mard us aurat ki maa se shadi kar sakta he?

3. Aik mard agar aik aurat se zina karta he to kia wo mard us aurat ki behan se shadi kar sakta hy?

4. Wife ki behan sy zina karne se kia nikah toot jata he?