Shaadi

Nikaah karne ki zaroorat

Q: Me bohot pareshan hu meri madad kare. Ghar wale meri shaadi nahi karte he aur na hi mujhe roza rakhne dete he jisse meri shehwat had se ziyada bari jaati he aur mujhe dar lag ta he ke me kahi zina na kar bhetu. Me puri koshish karta hu ke mushtzani bhi na karu aur ab me pagal ho raha hu kiyu ke shehwat bohot ziyada he aur is pareshani ki wajah se me saheeh tarah se khana bhi kha pata bhook mar gayi he. Kai bar me ne apne aapko mushtzani karte karte roka he. Please meri madad kare.

Nikaah ke mehfil me mahr ka ta'ayyun na huwa to kiya nikaah saheeh he?

س: اگر ایک آدمی کا زبانی نکاح ہو اور پوری محفل گواہ ہو اور مہر کا تعین نہ ہوا ہو تو ان کے درمیان اگر ازواجی تعلقات قائم ہو جائے اور بعد ازں مہر کا تعین کریں اور رخصتی ہو تو جو بچہ رحصتی سے پہلے کے عمل سے ہو اس کی کیا حثیت ہے اور اب کیا ان کا بعد والا نکاح کی کیا حثیت ہے اور اب کیا کرنا چاہیے و