Nikaah ko dil me nahi maanna
Q: Nikaah me agar koi beghair daarhi ke gawaahi de de ya koi gunehgar de de, sab qabool kar le uski gawaahi phir larke ko khiyal aye me nahi manta ye nikaah, inkar kar de to kia hukam hai?
Q: Nikaah me agar koi beghair daarhi ke gawaahi de de ya koi gunehgar de de, sab qabool kar le uski gawaahi phir larke ko khiyal aye me nahi manta ye nikaah, inkar kar de to kia hukam hai?
Q: Jis bande ki daarhi nahi hai wo nikah ka gawah ban sakta hai ya nahi?
Q: Mere ek dost ne apni sali ki beti ko shehwat se chu liya tha kuch arsa pehle jab woh 15 sal ki thi bus kuch der ke liye. Kya mere dost ke bete ki shaadi us larki ke sath ho sakti he? Kyun ke dost ki biwi or uski behen ye rishta karna chahti he.
Q: Mujy ek larki pasand hy. Kuch din pehly hum log baity howy thy to main ny ghussy mia us sy kaha ky main hosh wa hawas my keh raha ho ky agar maira nikah aap sy howa to aap ko use waqt 3 talaaq hoge. Ab mai us sy nikah karna chahta hu to is ka hal batay please.
Q: Eik bar mujhe jado karne walon ne kaha ke aap jis se shadi karna chahte hain hum us se aap ka roohani nikaah karwa dete hain. Aap qabool ha kehdiye ga aur us larke ki rooh qabol ha qabool ha kehdege. Mene qabool ha qabool ha kaha phir wo larka majood nahi na to usko pata ke usko mene qabool kiya ha to kia nikah hogaya mera ke nahi?
Q: Agar khawind se biwi ki hi behen ke sath koi gunah kia ho aur bad mai biwi ko pata chala hai. Biwi ke sath ke 2 bache he or biwi ke huqooq poora kar raha he lekin gunah ke bad ab biwi kiya kare? Biwi ki maa ka kahna he ke chor do usko. Aisi surat mai biwi ke liye kiya hukam he?
Q: Hamare rishtidaaro ke yaha shadi h. Hamare yahaan 3 rasmain hote hain.
1. Mayo
2. Mehendi ki raat
3. Nikaah
Main shaadi me jana to nahi chahti, because of the sound system. Lekin ek masla jo mujhe pochna ta woh yeh hai ke mehendi ki raat me gaana, waghaira kaafi kuch hota lekin sirf auraton ki function me hi hota hai. I know mere ghar mujhe is baat ki permission nahi dengay ke me shadi me na jao. Iss soorat me kya karo?
Q: Agar wife gusse me husband se ye keh de ke chorh de mujhe ya rishta khatam kar de aur mahr ki fikar na kare par niyyat uski mahr maaf karne ki na ho just muhlat dene ki ho ke jab afford kar sake tab adaa kar de aur husband divorce be de den to kiya iss soorat me mahr khatam ho jata hai?
Q:
1. Kya shohar apni biwi ke sath baghair kapro ke sex kar sakta hai?
2. Kya shohar apni biwi ke boobs choom sakta?
3. Kya us ka doodh pee sakta hai?
Q: Court marriage ke baad agar rukhsati se phele he divorce ho jaye to kiya haqq mahr khatam ho jata? Husband wife me khalwat be hui ho.
Kiya is soorat me iddat banty? Agar husband haqq mahr dene se inkar kar de jab ke haqq mahr muqarrar hua tha phir bi na de yeh keh de ke wife ne khud relation khatam kia to is soorat me Allah ka kiya hukam he?