Beghair nikaah suhbat karna
Q: Kya shadi ke alawa koi rasta nahi ke sohbat jayaz ho, jabke abhi shadi nahi kar sakta. Koi bhi nahi?
Q: Kya shadi ke alawa koi rasta nahi ke sohbat jayaz ho, jabke abhi shadi nahi kar sakta. Koi bhi nahi?
Q: Agar shaadi kai bad biwi husband kai pechay nafil na paday balkay dono aik hi room mai alag pad lain to is mai koi ghalat bat to nahi hai agar hai to abb nafil pad lai aik dosray kai pechay.
Q: Agr koi larka kisi aurat sy zina kary or phr usi ki beti sy shadi krna chahy to kya shadi ho jaye gi?
Q: Miya biwi k darmiyan ager aik saal se koi physical relation na ho tou kiya nikaah khatm hojata?
Q: Agar kisi waja sy nikah toot jay to kia larki ksi aur sy nikah kr skti hai aur larki ki koi iddat hogi k ni?
Q:
1. Shohar apni bv ka dudh pi le to rishte aur iman pe kia asar parta he..?
2. Shohar agr bv k pichle hisay me dakhil ho to rishte pe aur iman pe kia asar parta he..?
3. Shohar agar bv ki sharamgah ko chu le ya chum le to rishte pe aur iman pe kia asar parta he..?
Q: Kya aurat ki operation kara sakte hai agar uski jaan ko khatra ho toh kyunki mughe operation se 2 bacche ho chuke hai aur aaj tisra hoga doctor ne kaha ki aage baacha agar ruka toh jaan ka khatra ho sakta hai aur doctor bhi musalman hai aur woh bol rahi hai ki operation karna zaruri hai toh main kara sakta hu ki nahi
Q: Meri shadi ko 10 saal ho gai hain. me apni wife k sath khush hoon. meri wife ki behan (meri saali) ko us k husband sy taalaaq ho gai ha. wo apny waldien k ghar aa gai ha. meri bivi us k sath kafi attach ha. kehti ha k mujy chor k us sy shadi kr loo. mera sawal ye ha k kia me apni bivi k hoty howy us k sath dosri shadi kr sakta hoon? means dono mery nikkah me rahain? please confirm if its possible or not?
Q: Kisi k sath zina kr lia ho or hamal thehar gya ho us k bad us k sath shadi kr lain to kufara ho jy ga ya kya krna pry ga?
Q: Aik waqat mein do behnoo ya bhaiyoon ka Nikah kery sakty hain? Matlab pehly aik bhai ya behan ka nikah hua us ke bad usi din doosry bhai ya Behan ka nikah ker sakty hain?