Ghair mahram auwrato se baat karna
Q: Meray sath aik problem hai kay main jab bhi thora sa bi nervous hota hoon tou fouran red ho jata hoon, aur paseenay nikalnay lagtay hain. Kisi saay sahi tarah baat karnay may kafi problem hoti hai. Main BSC kar raha hoon, kisi bhi female (jaiz aur zaroorat ki baat) say baat karnay say pehlay hi shakal laal hokar cheeks may pain honay lagta hai. Koi ilaj ya tajweez ya wird irshad farmaye.