Khwaab ki ta'beer
Q: Meri aunty ny khwab daikha k wo rait aik parrat mein jamma kr k sur pay utha rahi hain un k sath meri chachi bhi rait jamma kr k sur p utha rahi hain is ki tabeer kia ho gi?
Q: Meri aunty ny khwab daikha k wo rait aik parrat mein jamma kr k sur pay utha rahi hain un k sath meri chachi bhi rait jamma kr k sur p utha rahi hain is ki tabeer kia ho gi?
Q: Dopehar kay waqat khawab main new aur kafi bara ghar dekha jis main mera bhai aur aur kuch meray dost bhi dakhol huay per bhai aur dost drawing room main gay aur main ghar kay andar. Aur ghar bilkul new hai. Please iski tabeer bata dain.
Q: Main ne dheka k meri beti plate bar k chipkaliya kaa rae ti. Is ka kya matlab hai?
Q: I have seen a dream that ma aur meri wife aur bhabi thae tu bhabi meri wife ka lia rishta dhond rae thai shadi ka lia aur ma endar hai endar bhouth weeping kar raha tha ma. phr meri bhabi khehti hai es na (my wife) kha falah larka ka dehko. tu ma bhouth dhuki tha.
Q: Zinda insan ko buri halat me murda dekhna kesa h?
Q: Mein ney apny khuwab me apny mehboob ko ksi or k sath zinah karty dekha hai, or wo dekh ker mein bht afsudrah hun or mera mehboob mjhy dekh kr halki se muskurahat dy rha hai. me apny is khuwab ke tabeer jan'na chahta hun.
Q: Kisi aurat ne ye khwab dekha h ke unki ger shadi shuda beti mere ghar me h aur wo ghar kafi bada h lekin ghar ke munasbat se pode or fulwari wagera km h. Bad me unki beti ne pure ghar me khubsurat pode lagay h or ghar kafi khubsurat ho gaya h.
Q: Mainay apni beti ka naam Mahira rakha hay keya yeh theek hay? Woh 3 march 2017 ko peda hoye hay keya may yeh naam rakh sakhta houn?
Q: Manay kuch logon ka pesa dena ho aur mamlat poranay hogae hon. Ab in logon ka thikana contact nahi meray pas. To kistrah ye qarza maaf hoga kisko don wo pesa k akhrat mai mujh par pakar na ho. Aur ye btain agar meray qaraz ada karnay say phelay logon ka haq ada karnay say phelay mai agar dunia say rukhsat hota hon to kya bad mai lawahkeen mai say kui wo qaraz ada kar sakta hai aur kesay ada hoga jab k kisi ko na pta ho k kisko denay hain.
Q: Kya death ka wkt mukerrer hai ya ilaaj ya medicine dainai mai patient ko kisi sai ghaflat ho jayai tu kya death wkt sai pehlai b ho skti hai?