urdu

Sood se bachna

Q: Main apne saaley (brother in-law) ke sath mil kar bank se car niklwa kar karobar karna chahata hoon. Aap ye bataen mera bank se car niklwa kar saaley (brother in low) ke saath karobar Karna sahi hain ya nahin apki bari nawazish hogi?

Bad-dua

Q: Agar ki ke walid ne apne bete ko bad-dua di hu, aur kaha ho ke baap ki bad-dua wapis nahi aati. Aur uska beta shadeed bemar hogaya ho. Tu kya walid ke mar jaane (dead) ke baad bad-dua ka asar khattam hojata hay?

Khwaab ki ta'beer

Q: Mai ne khwaab mn dekha mai aik bagh mai khari hn jhan hr trf poday r darakht hain haryali ha lekin khi khi koi poda sokha hota ha jesy adha green hta ha aik poda r baki grey hoa hta hai.

Khwaab me bakre dekhna

Q: Mujhe raat ko khuwab aaya ki me mera chota bhai aur mere abbu Ek mandi Me se 9 bakre khareed ke lai hai. Aur ghar lakar meri walda ne kha hai ke inhe upper wale room me chod aao. Aur mera Bhai bhi aksar bakre dekhta hai khuwab me.