urdu

Sunnat ki ittiba karna owr gunaaho se bachna

Q: Meine ek khawb dekha k ek kowan (well) jo hooz ki taraha kisi anjaan ghar me hai jaha koi nahi Pani bilkul saaf aur josh marraha hai uske uper " Hasir " yani chatayee uske upper padi hai tu mujhe ek dum koi peeche se koi dhakka de tay hain tu mein uspar girjata hoon lakin mein us chatayee ki wajhe se hooz me nahi girta hoon me uthkar peeche dekh ra hoon tu koi nahi hai phir mere ful me khayal state hai mein Salaam karo meine salaam kiya tu paani k ander se salaam k jawab ata hai tu mein Pani k ander dekh raha hoon pani paak o saaf aur machli (Fish) swim karehe hai mein haath dal kar fish ko hath mein lena ja raha hoon machli paani jarahi hai aur meine us awaz ko khaha se ayai hai dekh raha hoon tu hooz k ander neeche ki zameen dikh rahe hai phir uske under awaz ayee k sunnat ki Ittebaha karo aur mere ek dost hai jise bula kar laoo kharehai hein tu mein foran bula kar lane gaya tu woh ek cockroch se dar raha hai tu meine us cockroch dekhal kar us bula kar jaarah hoon.

Khwaab ki ta'beer

Q: Mei ne khawab mei dekha k mei jaise pathraaw kar raha hoo. Lekin meine koi pather nahi mara. Phir koi jai police peeche dood ti hai koi ladka humare peeche aata hai aur meri bazo ko pakadta hai mei kamez ke button kholta ho tou uske haath mei kameez hi rahti hai phr mei daudta aata hoo aur zor se pather pather ho jo mere haath mei hota hai uske sar par. Phir wo 50 rupai maangta hai mei deta hoo aur apni kamez le jata hoo.

Tawbah karna owr Islam me phir daakhil hona

س: مجھے یہ سوال پوچھنا تھا کہ جب انسان نے اللہ کو گالی اور نبی ص کی شان میں توہین کی ہو یا معاذ اللہ گالی دی ہو۔ اور ایسا وہ کئی بار کر چکا ہو اور احساس ہونے پر تائب ہو جائے ۔۔۔۔ اور اس کا معاملہ عدالت تک نہ پہنچا ہو۔۔۔اور اس بات کا علم صرف دوست اور گھر کے افراد جن کو اس نے مسئلے کا حل تلاش کرنے کے لئے بتایا ہے صرف انہیں علم ہے۔۔۔۔۔ یا سکالرز کو جن سے مسئلہ پوچھا ہے وہ جانتے ہیں ۔۔۔ تو اس صورتحال میں اس انسان کی کیا حیثیت ہے یعنی مسلمان ہے وہ یا نہیں ؟؟؟ اور دوسرا سوال کہ وہ لڑکی نکاح کرے تو نکاح کی شرعی حیثیت کیا ہوگی ؟؟؟ نکاح ہو جائے گا یا نہیں ؟؟؟ براہ مہربانی دونوں سوالوں کا جواب دیجیئے گا جو بھی میری اس معاملے میں راہنمائی فرمائے اللہ اسے جزائے خیر دیں گے ان شاءاللہ والسلام علیکم

Shaitaan ka dhoka

Q: Main bohut paresan hoon ke shayad main Islam se kharij ho chuka hoon or main jahanam main jane wala hoon kyun ki mujhe har waqt asa lagta hai ki mera sharamgah se kuch nikal raha hai or main jab pant check karta hoon to kabi Kabi 1 ya 2 boond kuch milta hai or khabi khabi nehi milta hai or khabi khabi doubt main chala jaa ta hai is waja se mera salat thik se nehi ho pata hai or koi kam bhi nahi kar pata hoon. Aysa lagta hai har chiz mere waja se najis ho raha hai or jab se mujhe pata chala hai hand practice kabira gunha hai Maine he v chor diya hai. Har bar nahana possible nehi hota or kapda v badalna possible nehi ho pata hai. Mujhe asa lagta hai ki Allah mujse bouhout naraj hai. Please mera help kijiye...

Peshab ki qataraat

Q: Mera ek bahut bada problem hai ke mujhe peshab ki jaga se dhat jaise nikal ta hi rehta hai peshab karne k baad bhi aur peshab na karne k phele bhi mein hamesha paanch waqat ki naamaz ka paband hoon meri ahe takleef kaise hal karoon jab bhi apni peshab ki jaga dekh ta hoon tar jasi dhat nikal kar rehti hai mujhe naamaz ke padh ne k liye meine ek tarkeeb bani hai k jab bhi peshab karne k baad apni peshab gha ki nook par ek insulation tape jo electric wire ko joint karne k baad laga te hai woh thodi cut kar k usme thodi cotten ki royee laga leta hoon ta k kapra par aur bahar na nikal paye aise is liye karta hoon k meri naamaz khaza na hojaye aur naapaki hone bachoon kya aisa karna jayez hai?

Taweez

Q: Aap se maloom kerna hye ke Islam ma taweezaat wagera haraam hye in ko Pehanaa sahy nahi hay. Agar kisi shakh ki tabyat kharaab ho k wo serious bemar ho or us pe kuch asraat ka muamala ho to wo na chahtey howay bhi Haqeem ke kehnay p un k deye gye taweez ko pehnay or hakeem sab ussy na utarnay ki talqeen kry k issy pehna zaroori hye. Werna asraat gheer len gey or jayegy ni phir. Hakeem sab mery sath ye muamla hye app bataye k amulet pehna sahy ni but easy Surat ma kia kya jaye koi or tareeqa ni huta k humay taweezat na leny parhye .. Hakeem says agar koi banda ziada bimaar ho or koi surat ilaj ki na ho jesy Asraat wagehra k muamlay ma. Hakeem sab says k ye kai kai jayeez hu jatty Hy?

Qardh kwa ne milna

Q: Aap sa aik question hey key ke ksi auto walay k kuch raqam jo k uss k klehnay p k mery pas exchange ni hy paisay ka to app muje sham ma jahan sa app aaty ho ma roz wahy hotta ho auto ma kharra ap wahan de dye ga agly din sham ma wo auto wala ni hutta iss trah kuch months guzar gye but wo auto wala ni kharra dekhta na after noon ma ... ab humara b us area sa guzar ni hutta hay but uss auto walay k kuch paisay jo ussy denay thy wo ni de sakay ... na hy ussy ksi tareqay talsah kia ja skta kionky koi contact b ni ab app btaye k uss ka raqam jo ussy deny thy wo kesy dye jaye ... k uss ko deye baghair hye uss ki raqam adaa ho jaye jesy uss k eawazz koi sadqa ya kafara k surat ma adda ho jye uss k raqam.