dream

Dreaming of Hazrat Nabi (Sallallahu Alayhi Wasallam)

Q: I was going through a website of which the link is provided below - http://www.askimam.org/public/question_detail/17713

Maulana Zakariyah mentions in Fazaail-e- Aamaal that “Shaytaan does not have the power to declare himself a Prophet in a dream.”“It is impossible that that the person dreaming may misunderstand Shaytaan as the Holy Prophet.” “If the person does not see the Prophet in a good feature, then that is the fault of the dreamer.” “If the person sees the Prophet (sallallahu alaihi wa-sallam) doing an unlawful act, then the dream need interpretation in light of Islamic law even though (the person who dreamt) may be a pious saint.” I have read that it is mentioned in Fazaail Amal that a man had a dream in which Allah’s Messenger (sallallahu alaihi wa-sallam) (allegedly) asked him to ‘Drink Liquor’. My question is should we not reject the dreams which does not fit the description of the Prophet and is against shariah?

Khwaab ki ta'beer

Q: Mene khwaab me dekha ke meri talba ne mujhe sweet candy gift ki he. Phir mera ek relative he jo bol raha he ye mujhy do. Men ussy bolti hu ye mujhe gift mili he tumhy kese dun. Phir bhi wo rqst krta hy. Men usy adhi candy deti hu aur adhi khud khaati hun.

Khwaab ki ta'beer

Q: Main ayk khwaab ki tabeer pochna chahta hun kai ma ne dekha meri abu ki lakri ki dukan (jo haqiqat main hai) us main bohot sary kabootar dekhy zyada tar safaid rang. Phir jo khwaab ma khas toor par mjhy dikhaya gaya wo mukamal laal red kaboorar tha or chamakdar or bht khoobsorat bhi or yeh sary kabootar do admi le ker aye thy to kia iski tabeer app batayengy?

Dream

Q: In the dream I found myself in the bathroom. I think that I wanted to perform istinja or take a shower but my male reproductive organ was unattached to my body. It was in my hand. According to one dream interpretation this symbolizes death. Is this true; if so is this my death or someone close to me?

Khwaab ki ta'beer

Q: Main nay khuwab dekha kay meray husband muj say kah rahay hain kay farishtay aaye hain kuch poochna hai tu pooch loo main nay in ko salam kar Kay poochoo Allah nay muj ko maaf kar deya hai woh kahtay hain haan main nay dobara poocha tu yeh hi kaha phir main Allah ke barahee beyan karti hun khush ho kar meri apnay husband say zyiada nahi banti iss khawab ka kia mutlub hai plz tell me.

Khwaab me do chaand dekhna

Q: Main ne khawab main 2 chand (moons) ku ak sath talu hota dekha hai - jesa he 2 chand ak sath talu hota hain awazn aana chru ho jati hain (Qayamat ke Nishani Qayamat ke Nishani) gabrahat ky mary mere aankh khul jati hai bry mehr bani mjhy is khawab ke tabeer bta dyn.

Rishtidaaro ke saat acha sulook owr bartaaw karna

Q: Mere abba ko kal raat khwaab aya tha khwab ye tha ki ek ghar me shadi hogyi thi. Wo shaks unki beti ko us bache se shadi karna razi nahi tha mtlb pasand nahi tha fir vo apne jamai ko biryani khana dene lage or kaha ki ye mere mouth per banayai khana he khalo fir vo khane ki thali jamai ke hath ko dete waqt niche girgya fir bi jamai ne us khane ko niche se uthakar thali (plate me dalta he) ye sab dekhne ke baad mere abba apne ghar agye mere abba ne dekha ki mere didi (sister)wodden cot per so rahi thi ( sleep) jisper so rahi thi vo cot side me kharab tha toota hua tha mere abba ko khyal aya ki is wodden cot ko badalna padega bus khwab khatam ... plsssss ...... is khwab ki taqbeer bataye .. or ek baat hazrat meri didi ko shadi marriage ke liye bacha dhoond rahe hai ...

Maa baap ki khidmat karna

Q: Sawere ke waqt mereko khwaab aaya jismein maine aur mere ammi kisi ek dargah ke paas hai aur ammi dargah mein ek paani ka hause hai jahan se ammi jaana chahti hai lekin maine ammi ko mana kardiya kyun ki mere ammi ke leg ka operation hua so hai aur woh theek se chal nahi paati. Paani mein unka pair phisal jaata bolke maine mana kiya tho meri ammi mujhe gusse se yeh boli ke tu 20.07.16 tabhi maine ammi ke qadam bosi ki aur itne mein main neend se jaagaya. Please aap mujhe iska tafseer bataye.