Zuhr ki chaar rakaat sunnat-e-muakkadah jamaat ke ba'd parhna
Q: Me rozaana zuhr ki chaar Sunnat-e-Mukkada jamaat ke baad adaa karta hoon is main koi harj to nahi?
Q: Me rozaana zuhr ki chaar Sunnat-e-Mukkada jamaat ke baad adaa karta hoon is main koi harj to nahi?
Q: Masla ye he ke sunnat-e-muakkadah owr sunnat-e-ghair muakkadah me koi faraq he ya nahi? Kuch saathi kehte he ke sunnat-e-muakkadah yani zuhr ki chaar sunnat me do rakat ke darmiyaan jab qa'da karte he to attahiyyaat sirf parhenge aur sunnat-e-ghair muakkadah yani esha ya asr ki chaar sunnat, us me do rakaat ke darmiyaan me attahiyyaat ke saat durood shareef bhi parhenge. Is ki wazaahat karde. Agar koi aur farq bhi ho to bata dijiey.
Q: Mujhe har baar poori namaaz parna chatihu phir sir faraz namaz aada karti hu kyu?
Q: Sunnat-e-fajr qadha ho jaye to farz ke baad kya tareeqa he? Us ku sunnat ada karinge ya nafil?
Q: Juma ki namaaz me jo fard ke bad ki rakate he un me koi ghair muakkada bhi he ya sub muakkada hi he?
Q: Zuhr ki pehli chaar sunnat-e-muakkadah choot jaye to namaaz ke baad parna qaza hogi? Agar nahi to niyyat kya kare?
Q: Mera sawaal ye he ke me fajar ki namaaz parhne gaya aur jamaat khari ho gayi ab me sunnat pehle parhu ya fardh?
Q: Me ye Jaanna chahta hu ke agar koi sunnat-e-muakadda namaaz nahi parta he to wo gunehgaar he?
Q: Kabhi agar hum sirf fardh namaaz parhte he jeyse teen fardh rakaat maghrib me to ye teen rakaat fardh qaza me shaamil honge ya nahi kyonke maghrib ki kul saat rakat he. Samjhaa dijiye ke kabhi jo farz namaaz parhe kisi maghrib ki to wo adaa hogi ya qaza he jabke waqt maghrib ka he?
Q: Namaaz e juma ke ketni rakate he? Hum ne namaaz ke kitaboon ma chowda parhi thi baz kehte hain ke das he baz kehte hain ke aat. Saheeh jawaab kya he? baraye kram aaj hamare is masle ka jawaab de de.