Kaamiyaabi ke lia wazifa
Q: Me bohot pareshan hun. Har taraf se ghar ki taraf se paise ki taraf se har har taraf se jis kaam mai hath dalta hun ruk jata hai. Apni zindagi se pareshan a chuka hun. Kya karun hazrat?
Q: Me bohot pareshan hun. Har taraf se ghar ki taraf se paise ki taraf se har har taraf se jis kaam mai hath dalta hun ruk jata hai. Apni zindagi se pareshan a chuka hun. Kya karun hazrat?
Q: Mere 2 betiyan hain. Mere husband bohot achey hain mere nand bhi sath hey jo ke unmarried aur old age hey. Hamarry ghar main ek sannata aur khamoshi rehti hey jis ke waja se ghuttan si tari rehti hey Sab ki tabiyaton main. 2 betiyon ke baad oulad bhi naheen horahey, Sab ek dusray ko napasand kerty hain.
Q: Mera sawaal ye hai ke raat ko neend nae ati subah dil bechan hota hai hr baat dil py laita hn n os ke gham kam he nahi hota. Koi dhoka day tou raaton ki neend subah ka chen khatam ho gya hai mera dil bas marny ko karta hai zindagi se dil bhar gaya hai. Ap batain Quran o sunat ki roshani me k mn kya karo chan khatam ho gaya hai dil ka.
Q: Me puchna chati hun ke mere or mere husband pe kia jadoo ke asrat hen? Hum me Bohat larai rehti ha or mere husband muge se pyar ne karti hen.
Q: Mairy yahan aulaad kab hogi? Main aur mairy miyaan boht preshan hoty hain. Hmari shadi ko 5 saal hony waly hain. Duaa bhi kar dain.
Q: Ma apnay parose sa bohat tang ho. Please koi wazefa bta day ka woh ye mohalla sa shift ho jae.
Q: Mujhe kuch dino se aisa lga hai jaise mere upar jadu hua hai..Please meri madad karein. Mera namaaz me bhi dil nahi lagrha hai bilkul.
Q: Meri yaaddaasht bht weak ho gi hai. Please help kar dain. Kuch bhi yaad nahi rakh pa ra. Kabi kabi to ayk minute ke andr andr bhool jata hu. Bohot pareshan hu. Help kar dain please. Abhi meri age 19 hai.
Q: Mai ek student hu. Meri job nahi ho rahi hai. Mere ko kabhi kabhi bahot ghabrat hoti ajeeb ajeeb sa khayal jab aate hai apne ap ap sa gujarish hai ki ap es mai meri ko madad kare. Dua ki gujarish hai ap se.
Q: Mera baby one month ka hone wala he. First baby he. Wo breast feeding nahee karta. Bohat try kee, nahee peeta. Main milk achhi tra peeta he. Aap kindly koi wazeefa bata dayian taky baby breast feed kary.