Chote bachche ki ulti
Q: Chota bacha yani che mahine ka bacha agar ulti kar le to woh kapra jis par us ne ulti ki he wo paak he ya napaak?
Q: Chota bacha yani che mahine ka bacha agar ulti kar le to woh kapra jis par us ne ulti ki he wo paak he ya napaak?
Q: Main ghusal karte waqt sunnat ke mutaabiq dono haath dhona, najasat lagi ho to saaf karna, mukammal wudhu karna, teen teen baar paani sar par khando par paani bahana. Sabun lagaakar nahana mushkil hota hai is liye ghusal karne ke baad saabun shampoo lagaakar naha sakte hain?
Q: Quran-e-paak ke tilawat ke dauran wudhu toot jaye to dobaara wudhu banaana he?
س: ناپاک کپڑوں کو پاک کرنے کیلئے تین بار دھونا اور تین بار نچوڑنا شرط ہے؟ کیا شریعت میں ایسی کوئی حد مقر ہے؟ اور کیا خشک اور تر نجاست اتارنے کہ الگ الگ طریقے ہیں؟
Q: Kya Islam me insaan har roz naha sakta he? Me chowbees gante me ayk baar zaroor nahata ho kia Islam me aisa karna ghalat hai? Mera matlab ye paani ka israaf he? Or me safaai ke gharz say rowzaana naha sakta hu?
Q: Mujhe ye poochna tha ke agar haidh ke doraan pehne huwe kapre saf ho aur haidh ke ghusal ke bad dobara pehne jaye to kya wo paak honge aur kya un kapro me namaz ho jayegi? Jab ke un par koi daag bhi na laga ho.
Q: Agar kisi ne nangi photo dekhi or dekhne se sharamgaah se kuch patla paani ki tarah nikla to kya wo mani he ya mazi? Kya mazi bhi shahwat se nikalti he?
Q: Mere haath pe ayk peep sa bana huwa he wo jaga jalne ki wajah say agar us peep se nikla huwa paani kapro pe lage to kya kaprae napaak ho jayenge?
Q: Baat ye he ke kuch mahine pehle meri shaadi huwi he or me ab waapas Sharjah aagaya hu mera masla ye he ke ab me apni biwi se baat karta ho to nafs me tanaao ke sath kuch der bad thora sa paani nikal ata he me is masle se bohat perashaan hu kyunke ke me namaaz parna chahta ho baraaye meherbaani muje ye bataye ye kiya he or kiya ye napaki or najs he or is haalat me namaaz parne ka kiya hukam he or namaz parne ke liye kiya kya jasakta he?
Q: Mera sawaal ye he ke agar kisi aurat ko har waqt paani aata he jeyse leucorrhoea bol ke koi bemaari he jis se us ku safed paani khaarij hota he. Phir wo kya is haal me namaaz par sakti he ya nahi?