Eik hi waqt me do behne se nikaah karna
Q: Kiya koi apni bewi ki behan (sali) se shadi karny or ose apna shareeky hayat banay k liye sachy dil se dua kar sakta hai?
Q: Kiya koi apni bewi ki behan (sali) se shadi karny or ose apna shareeky hayat banay k liye sachy dil se dua kar sakta hai?
Q: Meri ammi k chacha ki bayti sy mera nikah ho sakta hai ya ni?
Q: Ek aurat ne gair madon ke sath sath us apne sage mama (sagi maa ka saga bhai) ke sath sexual relation hai... kya farmate hain ulma-e-deen ke kya woh apne shohar ke liye haraam ho gayee? Us ke shauhar ke liye kya hukm hai....
Q: Ager koi insan kisi aurat ko ghalat niyat se touch kare aur kuch time k baad uski beti se nikah kare to kia nikah ho jaye ga?
Q: Main ek ladki se mohabat karta tha aur wo mujhse mohabat karti thi ab uski shadi hogayi hai ab mera use koi rishta nahi hai uski ek bewa maa hai aur wo mujh se nikha karna chahati hai kiya main us bwa aurat se nikah kar sakta hon?
Q: Kya apne mamoo ki nawaasi se nikaah jayez hai?
Q: Ager biwi, bachoon samait, shohar ko btai bgair ghar sy chali jai or yeh bhe pta na ho k kahan gai gy musalsal 4 din rat baher rahy to kya hukam hai?
Q: Kise baap ko apni beti ka nikkah bhang pene wale krna chahye.
Q: Main ne oral sex k baray poocha tha ap ka jawab tha k soch ker hi matli hoti hei ap ki bat sahi hei lekin jo log is ghalazat mein mubtila hein un ki samajh mein is terah nhi aata un k liye kam az kam koi hadees ya koi aisa hawala jo yeh sabit kerday k yeh amal gher pasandeeda hei shariyat mein is k ilawa ager ek shohar aur biwi apnay izdawaji taluqat mein her had par ker jain yani woh anal sex bhi kerein oral bhi aur yahan tak k ayam e haiz mein bhi aur dono ki raza mandi ho is mein to un k liye kia hukum hei jab samjhanay ki koshish kero k yeh ghalat hei to shohar to sunta hi nhi aur biwi kehti hei k shohar ko khush rakhnay ka hukum hei shariyat mein ap se hawala jat k sath jawab ki darkhuast hei aur aisay logon ki hidayet k liye dua bhi fermain
Q: Me ek Hindu ladki se shadi karna cahhata hu. Kya ye jaaiz he?

A: Hindu larki se nikaah karna jaaiz nahi he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.